Jism Ko Ruh Ki Sarhad Pe Bula Kar Dekhen, Urdu Ghazal By Shumama Ufuq

Jism Ko Ruh Ki Sarhad Pe Bula Kar Dekhen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shumama Ufuq. Jism Ko Ruh Ki Sarhad Pe Bula Kar Dekhen comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jism Ko Ruh Ki Sarhad Pe Bula Kar Dekhen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسم کو روح کی سرحد پہ بلا کر دیکھیں

شمامہ افق

جسم کو روح کی سرحد پہ بلا کر دیکھیں

کیوں نہ آئینے کے اندر کبھی جا کر دیکھیں

جن کی آنکھوں میں کوئی خواب نہیں ہے وہ لوگ

سوکھے پیڑوں سے پرندے ہی اڑا کر دیکھیں

خواب ہم دن میں پکڑ لیں کوئی جگنو جیسا

بارہا رات میں پھر اس کو جلا کر دیکھیں

اس میں گرداب بہاؤ نہ کٹاؤ ہے کہیں

کیوں نہ تالاب میں اک اشک گرا کر دیکھیں

اس سے پہلے کہ خموشی ہی سی دم گھٹنے لگے

ٹوٹتی سانس کی زنجیر ہلا کر دیکھیں

شمامہ افق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jism Ko Ruh Ki Sarhad Pe Bula Kar Dekhen

Shumama Ufuq

jism ko ruh ki sarhad pe bula kar dekhen
kyun na aaine ke andar kabhi ja kar dekhen

jin ki aankhon mein koi KHwab nahin hai wo log
sukhe peDon se parinde hi uDa kar dekhen

KHwab hum din mein pakaD len koi jugnu jaisa
barha raat mein phir us ko jila kar dekhen

is mein girdab bahaw na kaTaw hai kahin
kyun na talab mein ek ashk gira kar dekhen

is se pahle ki KHamoshi hi si dam ghuTne lage
TuTti sans ki zanjir hila kar dekhen

(389) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jism Ko Ruh Ki Sarhad Pe Bula Kar Dekhen written by Shumama Ufuq at UrduPoint. Jism Ko Ruh Ki Sarhad Pe Bula Kar Dekhen is one of the masterpieces written by Shumama Ufuq. You can also find the complete poetry collection of Shumama Ufuq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shumama Ufuq' above.

Jism Ko Ruh Ki Sarhad Pe Bula Kar Dekhen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jism Ko Ruh Ki Sarhad Pe Bula Kar Dekhen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.