Paikar-e-jism-o-jaan Se Pahle Bhi, Urdu Ghazal By Shumama Ufuq

Paikar-e-jism-o-jaan Se Pahle Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shumama Ufuq. Paikar-e-jism-o-jaan Se Pahle Bhi comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Paikar-e-jism-o-jaan Se Pahle Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پیکر جسم و جاں سے پہلے بھی

شمامہ افق

پیکر جسم و جاں سے پہلے بھی

خاک تھی خاکداں سے پہلے بھی

ایسا لگتا ہے ہم ملے ہیں کہیں

اس زمیں آسماں سے پہلے بھی

ہم نے تعمیر کر کے چھوڑ دیا

اک مکاں لا مکاں سے پہلے بھی

آنکھ سے پہلے بھی تو منظر تھے

ذائقے تھے زباں سے پہلے بھی

ہم کہیں تھے کہیں نہیں تھے افق

دہر میں کن‌ فکاں سے پہلے بھی

شمامہ افق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Paikar-e-jism-o-jaan Se Pahle Bhi

Shumama Ufuq

paikar-e-jism-o-jaan se pahle bhi
KHak thi KHak-dan se pahle bhi

aisa lagta hai hum mile hain kahin
is zamin aasman se pahle bhi

hum ne tamir kar ke chhoD diya
ek makan la-makan se pahle bhi

aankh se pahle bhi to manzar the
zaiqe the zaban se pahle bhi

hum kahin the kahin nahin the ufuq
dahr mein kun-fakan se pahle bhi

(399) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Paikar-e-jism-o-jaan Se Pahle Bhi written by Shumama Ufuq at UrduPoint. Paikar-e-jism-o-jaan Se Pahle Bhi is one of the masterpieces written by Shumama Ufuq. You can also find the complete poetry collection of Shumama Ufuq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shumama Ufuq' above.

Paikar-e-jism-o-jaan Se Pahle Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Paikar-e-jism-o-jaan Se Pahle Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.