Musafiron Mein Abhi TalKHiyan Purani Hain, Urdu Ghazal By Sibt Ali Saba

Musafiron Mein Abhi TalKHiyan Purani Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sibt Ali Saba. Musafiron Mein Abhi TalKHiyan Purani Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Musafiron Mein Abhi TalKHiyan Purani Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسافروں میں ابھی تلخیاں پرانی ہیں

سبط علی صبا

مسافروں میں ابھی تلخیاں پرانی ہیں

سفر نیا ہے مگر کشتیاں پرانی ہیں

یہ کہہ کے اس نے شجر کو تنے سے کاٹ دیا

کہ اس درخت میں کچھ ٹہنیاں پرانی ہیں

ہم اس لیے بھی نئے ہم سفر تلاش کریں

ہمارے ہاتھ میں بیساکھیاں پرانی ہیں

عجیب سوچ ہے اس شہر کے مکینوں کی

مکاں نئے ہیں مگر کھڑکیاں پرانی ہیں

پلٹ کے گاؤں میں میں اس لیے نہیں آیا

مرے بدن پہ ابھی دھجیاں پرانی ہیں

سفر پسند طبیعت کو خوف صحرا کیا

صباؔ ہوا کی وہی سیٹیاں پرانی ہیں

سبط علی صبا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Musafiron Mein Abhi TalKHiyan Purani Hain

Sibt Ali Saba

musafiron mein abhi talKHiyan purani hain
safar naya hai magar kashtiyan purani hain

ye kah ke us ne shajar ko tane se kaT diya
ki is daraKHt mein kuchh Tahniyan purani hain

hum is liye bhi nae ham-safar talash karen
hamare hath mein baisakhiyan purani hain

ajib soch hai is shahr ke makinon ki
makan nae hain magar khiDkiyan purani hain

palaT ke ganw mein main is liye nahin aaya
mere badan pe abhi dhajjiyan purani hain

safar-pasand tabiat ko KHauf-e-sahra kya
'saba' hawa ki wahi siTiyan purani hain

(536) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Musafiron Mein Abhi TalKHiyan Purani Hain written by Sibt Ali Saba at UrduPoint. Musafiron Mein Abhi TalKHiyan Purani Hain is one of the masterpieces written by Sibt Ali Saba. You can also find the complete poetry collection of Sibt Ali Saba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sibt Ali Saba' above.

Musafiron Mein Abhi TalKHiyan Purani Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Musafiron Mein Abhi TalKHiyan Purani Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.