Use Yaqin Na Aaya Meri Kahani Par, Urdu Ghazal By Siddique Mujibi

Use Yaqin Na Aaya Meri Kahani Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siddique Mujibi. Use Yaqin Na Aaya Meri Kahani Par comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Use Yaqin Na Aaya Meri Kahani Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسے یقین نہ آیا مری کہانی پر

صدیق مجیبی

اسے یقین نہ آیا مری کہانی پر

وہ نقش ڈھونڈ رہا تھا گزرتے پانی پر

سفینے تھک کے تہہ آب ہو گئے سارے

ہنر کھلا نہ ہواؤں کا بادبانی پر

میں سخت جان تھا ایسا کہ چیخ بھی نہ سکا

فغاں فغاں تھی جہاں مرگ ناگہانی پر

میں آسماں کو سمجھتا رہا حریف اپنا

گیا نہ دھیان کبھی اس کی بے کرانی پر

مجیبیؔ چپ سی یہ کیوں لگ گئی زمانے کو

کہاں گئے وہ جو نازاں تھے خوش بیانی پر

صدیق مجیبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Use Yaqin Na Aaya Meri Kahani Par

Siddique Mujibi

use yaqin na aaya meri kahani par
wo naqsh DhunD raha tha guzarte pani par

safine thak ke tah-e-ab ho gae sare
hunar khila na hawaon ka baadbani par

main saKHt-jaan tha aisa ki chiKH bhi na saka
fughan fughan thi jahan marg-e-na-gahani par

main aasman ko samajhta raha harif apna
gaya na dhyan kabhi us ki be-karani par

'mujibi' chup si ye kyun lag gai zamane ko
kahan gae wo jo nazan the KHush-bayani par

(724) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Use Yaqin Na Aaya Meri Kahani Par written by Siddique Mujibi at UrduPoint. Use Yaqin Na Aaya Meri Kahani Par is one of the masterpieces written by Siddique Mujibi. You can also find the complete poetry collection of Siddique Mujibi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siddique Mujibi' above.

Use Yaqin Na Aaya Meri Kahani Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Use Yaqin Na Aaya Meri Kahani Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.