Yun Nahin Koi Dua Baqi Nahin, Urdu Ghazal By Sohail Azad

Yun Nahin Koi Dua Baqi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sohail Azad. Yun Nahin Koi Dua Baqi Nahin comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun Nahin Koi Dua Baqi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں نہیں کوئی دعا باقی نہیں

سہیل آزاد

یوں نہیں کوئی دعا باقی نہیں

میرے حصے کی ہوا باقی نہیں

تیرے ہونے کے تصور سے بھی دور

یعنی تیرا آسرا باقی نہیں

آنکھ ہے وابستۂ خواب اجل

یارو کوئی رتجگا باقی نہیں

سن رہا ہوں دور آواز جرس

اور میرا قافلہ باقی نہیں

عکس کی بے چارگی کو دیکھ کر

میں یہ سمجھا آئنہ باقی نہیں

سہیل آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun Nahin Koi Dua Baqi Nahin

Sohail Azad

yun nahin koi dua baqi nahin
mere hisse ki hawa baqi nahin

tere hone ke tasawwur se bhi dur
yani tera aasra baqi nahin

aankh hai wabasta-e-KHwab-e-ajal
yaro koi ratjaga baqi nahin

sun raha hun dur aawaz-e-jaras
aur mera qafila baqi nahin

aks ki bechaargi ko dekh kar
main ye samjha aaina baqi nahin

(471) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun Nahin Koi Dua Baqi Nahin written by Sohail Azad at UrduPoint. Yun Nahin Koi Dua Baqi Nahin is one of the masterpieces written by Sohail Azad. You can also find the complete poetry collection of Sohail Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sohail Azad' above.

Yun Nahin Koi Dua Baqi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun Nahin Koi Dua Baqi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.