Kar De Mujhko Mere Kaamon Mein KHudaya Kaamyab, Urdu Ghazal By Sughra Humayun Mirza
Kar De Mujhko Mere Kaamon Mein KHudaya Kaamyab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sughra Humayun Mirza. Kar De Mujhko Mere Kaamon Mein KHudaya Kaamyab comes under the Social, Hope category of Urdu Ghazal. You can read Kar De Mujhko Mere Kaamon Mein KHudaya Kaamyab on this page of UrduPoint.
کر دے مجھ کو میرے کاموں میں خدایا کامیاب
صغرا ہمایوں مرزا
کر دے مجھ کو میرے کاموں میں خدایا کامیاب
میں قدم جس میں رکھوں ہو عزم میرا کامیاب
دیکھ کر دشمن مرے حیران ہیں ہر کام کو
رشک ان کا بڑھ گیا مجھ کو جو دیکھا کامیاب
دیکھ کر اقبال میرا ہنس کے کہتے ہیں یہ دوست
دل ہمارا کیوں نا خوش ہو جب ہو صغریٰؔ کامیاب
دیکھ کر دنیا کی حالت دل یہ کہتا ہے میرا
ہیں یہ سب ناکام ہم ہیں ایک تنہا کامیاب
آئیں گے شاہ دکن کے جب مرے گھر میں قدم
میں سمجھ لوں گی ہوا قسمت کا لکھا کامیاب
دیکھ کر میں شاہ کو کیا نذر دوں حیران ہوں
اک قلم ہے ہاتھ میں جس نے بنایا کامیاب
میں نے رکھا ہے بھروسہ اک خدا کی ذات پر
اس نے اپنے فضل سے مجھ کو بنایا کامیاب
ہے یہ میری آرزو جاؤں مدینے کو کبھی
ہے یقیں مجھ کو کریں گے میرے مولا کامیاب
میرے آقا میرے ہادی میرے رہبر ہیں علی
مشکلیں آسان کر دیں اور بنایا کامیاب
صغرا ہمایوں مرزا
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Kar De Mujhko Mere Kaamon Mein KHudaya Kaamyab
Sughra Humayun Mirza
main qadam jis mein rakhun ho azm mera kaamyab
dekh kar dushman mere hairan hain har kaam ko
rashk un ka baDh gaya mujh ko jo dekha kaamyab
dekh kar iqbaal mera hans ke kahte hain ye dost
dil hamara kyon na KHush ho jab ho 'sughra' kaamyab
dekh kar duniya ki haalat dil ye kahta hai mera
hain ye sab nakaam hum hain ek tanha kaamyab
aaenge shah-e-dakan ke jab mere ghar mein qadam
main samajh lungi hua qismat ka likkha kaamyab
dekh kar main shah ko kya nazr dun hairan hun
ek qalam hai hath mein jis ne banaya kaamyab
main ne rakkha hai bharosa ek KHuda ki zat par
us ne apne fazl se mujh ko banaya kaamyab
hai ye meri aarzu jaun madine ko kabhi
hai yaqin mujh ko karenge mere maula kaamyab
mere aaqa mere hadi mere rahbar hain ali
mushkilen aasan kar din aur banaya kaamyab
(1317) ووٹ وصول ہوئے
Related Sughra Humayun Mirza Poetry
More Sughra Humayun Mirza Poetry
کر دے مجھ کو میرے کاموں میں خدایا کامیاب
Sughra Humayun Mirza - صغرا ہمایوں مرزا
Kar De Mujhko Mere Kaamon Mein Khudaya Kaamyab

میرے بعد
Sughra Humayun Mirza - صغرا ہمایوں مرزا
Mere Baad

مجھ سے ملنے کے لیے ماہ وہ گھر سے نکلا
Sughra Humayun Mirza - صغرا ہمایوں مرزا
Mujhse Milne Ke Liye Mah Wo Ghar Se Nikla

مسیحا آ کے بالیں پر جو رو جائے تو رو جائے
Sughra Humayun Mirza - صغرا ہمایوں مرزا
Masiha Aa Ke Baalin Par Jo Ro Jae To Ro Jae

ترانۂ وطن
Sughra Humayun Mirza - صغرا ہمایوں مرزا
Tarana-e-watan

You can read Kar De Mujhko Mere Kaamon Mein KHudaya Kaamyab written by Sughra Humayun Mirza at UrduPoint. Kar De Mujhko Mere Kaamon Mein KHudaya Kaamyab is one of the masterpieces written by Sughra Humayun Mirza. You can also find the complete poetry collection of Sughra Humayun Mirza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sughra Humayun Mirza' above.
Kar De Mujhko Mere Kaamon Mein KHudaya Kaamyab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kar De Mujhko Mere Kaamon Mein KHudaya Kaamyab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.