Bahar Hisar-e-gham Se Faqat Dekhne Mein Tha, Urdu Ghazal By Sultan Nizami

Bahar Hisar-e-gham Se Faqat Dekhne Mein Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sultan Nizami. Bahar Hisar-e-gham Se Faqat Dekhne Mein Tha comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahar Hisar-e-gham Se Faqat Dekhne Mein Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

باہر حصار غم سے فقط دیکھنے میں تھا

سلطان نظامی

باہر حصار غم سے فقط دیکھنے میں تھا

الجھا ہوا تو وہ بھی کسی مسئلے میں تھا

یوں بھی غلط امید کا الزام آ گیا

حالانکہ ہر سوال مرا ضابطے میں تھا

دنیا کی فکر تجھ کو مجھے تھا ترا خیال

بس اتنا فرق تیرے مرے سوچنے میں تھا

ہر شخص اپنے آپ کو سمجھے ہوئے تھا میر

تقلید کار کوئی کہاں قافلے میں تھا

پتھر وہیں سے آتے تھے مجھ کو نوازنے

شیشے کا اک مکاں جو مرے راستے میں تھا

سلطانؔ حکمراں تھا وہ ہر لمحہ ذہن پر

مشغول رات دن میں جسے بھولنے میں تھا

سلطان نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahar Hisar-e-gham Se Faqat Dekhne Mein Tha

Sultan Nizami

bahar hisar-e-gham se faqat dekhne mein tha
uljha hua to wo bhi kisi masale mein tha

yun bhi ghalat umid ka ilzam aa gaya
haalanki har sawal mera zabte mein tha

duniya ki fikr tujh ko mujhe tha tera KHayal
bas itna farq tere mere sochne mein tha

har shaKHs apne-ap ko samjhe hue tha mir
taqlid-e-kar koi kahan qafile mein tha

patthar wahin se aate the mujh ko nawazne
shishe ka ek makan jo mere raste mein tha

'sultan' hukmaran tha wo har lamha zehn par
mashghul raat din main jise bhulne mein tha

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahar Hisar-e-gham Se Faqat Dekhne Mein Tha written by Sultan Nizami at UrduPoint. Bahar Hisar-e-gham Se Faqat Dekhne Mein Tha is one of the masterpieces written by Sultan Nizami. You can also find the complete poetry collection of Sultan Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sultan Nizami' above.

Bahar Hisar-e-gham Se Faqat Dekhne Mein Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahar Hisar-e-gham Se Faqat Dekhne Mein Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.