Mere Moti Hain KHazaf KHak Hai Mera Sona, Urdu Ghazal By Syed Safdar

Mere Moti Hain KHazaf KHak Hai Mera Sona is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Safdar. Mere Moti Hain KHazaf KHak Hai Mera Sona comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Mere Moti Hain KHazaf KHak Hai Mera Sona on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے موتی ہیں خذف خاک ہے میرا سونا

سید صفدر

میرے موتی ہیں خذف خاک ہے میرا سونا

میری تحریر کو آیا نہ قصیدہ ہونا

کب تلک سانپ کے پہرے کا تماشا اے دل

میرا گھر ہے مرے اجداد کا چاندی سونا

آخری داؤ لگانے کی گھڑی آ پہنچی

بس بہت کھیل چکے کھیل یہ پانا کھونا

میں خداؤں کی صفوں کے ہوں مقابل تنہا

دیکھ لے میرے خدا یہ مرا بندہ ہونا

اشک دریا سے یہ سیراب ہے پھر بھی خالی

میرے مالک مری مٹی میں تحمل ہونا

سید صفدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Moti Hain KHazaf KHak Hai Mera Sona

Syed Safdar

mere moti hain KHazaf KHak hai mera sona
meri tahrir ko aaya na qasida hona

kab talak sanp ke pahre ka tamasha ai dil
mera ghar hai mere ajdad ka chandi sona

aaKHiri daw lagane ki ghaDi aa pahunchi
bas bahut khel chuke khel ye pana khona

main KHudaon ki safon ke hun muqabil tanha
dekh le mere KHuda ye mera banda hona

ashk-e-dariya se ye sairab hai phir bhi KHali
mere malik meri miTTi mein tahammul hona

(264) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Moti Hain KHazaf KHak Hai Mera Sona written by Syed Safdar at UrduPoint. Mere Moti Hain KHazaf KHak Hai Mera Sona is one of the masterpieces written by Syed Safdar. You can also find the complete poetry collection of Syed Safdar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Safdar' above.

Mere Moti Hain KHazaf KHak Hai Mera Sona is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Moti Hain KHazaf KHak Hai Mera Sona, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.