Us Se Bhi Aisi KHata Ho Ye Zaruri To Nahin, Urdu Ghazal By Syed Shakeel Desnavi

Us Se Bhi Aisi KHata Ho Ye Zaruri To Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Shakeel Desnavi. Us Se Bhi Aisi KHata Ho Ye Zaruri To Nahin comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Us Se Bhi Aisi KHata Ho Ye Zaruri To Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس سے بھی ایسی خطا ہو یہ ضروری تو نہیں

سید شکیل دسنوی

اس سے بھی ایسی خطا ہو یہ ضروری تو نہیں

وہ بھی مجبور وفا ہو یہ ضروری تو نہیں

لوگ چہرے پہ کئی چہرے چڑھا لیتے ہیں

وہ بھی کھل کر ہی ملا ہو یہ ضروری تو نہیں

اب کے جب اس سے ملو ہاتھ دبا کر دیکھو

اب بھی وہ تم سے خفا ہو یہ ضروری تو نہیں

جستجو کس کی ہے یہ دشت فنا کے اس پار

وہ کوئی اور رہا ہو یہ ضروری تو نہیں

دار پہ کھینچے گئے کتنے زمانے میں شکیلؔ

ہر کوئی عیسیٰ رہا ہو یہ ضروری تو نہیں

سید شکیل دسنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Se Bhi Aisi KHata Ho Ye Zaruri To Nahin

Syed Shakeel Desnavi

us se bhi aisi KHata ho ye zaruri to nahin
wo bhi majbur-e-wafa ho ye zaruri to nahin

log chehre pe kai chehre chaDha lete hain
wo bhi khul kar hi mila ho ye zaruri to nahin

ab ke jab us se milo hath daba kar dekho
ab bhi wo tum se KHafa ho ye zaruri to nahin

justuju kis ki hai ye dasht-e-fana ke is par
wo koi aur raha ho ye zaruri to nahin

dar pe khinche gae kitne zamane mein 'shakil'
har koi isa raha ho ye zaruri to nahin

(478) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Se Bhi Aisi KHata Ho Ye Zaruri To Nahin written by Syed Shakeel Desnavi at UrduPoint. Us Se Bhi Aisi KHata Ho Ye Zaruri To Nahin is one of the masterpieces written by Syed Shakeel Desnavi. You can also find the complete poetry collection of Syed Shakeel Desnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Shakeel Desnavi' above.

Us Se Bhi Aisi KHata Ho Ye Zaruri To Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Se Bhi Aisi KHata Ho Ye Zaruri To Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.