KHasare Ka Sauda Sabhi Ne Kiya Hai, Urdu Ghazal By Syed Tahir Husain Tahir

KHasare Ka Sauda Sabhi Ne Kiya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Tahir Husain Tahir. KHasare Ka Sauda Sabhi Ne Kiya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHasare Ka Sauda Sabhi Ne Kiya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خسارے کا سودا سبھی نے کیا ہے

سید طاہر حسین طاہر

خسارے کا سودا سبھی نے کیا ہے

بتاؤ محبت نے کیا دے دیا ہے

سبق لغزشوں سے یہ ہم نے لیا ہے

سنبھلنا ہی سب سے بڑا تجربہ ہے

کسی بے وفا سے نہ شکوہ گلہ ہے

وفا سے ہی اپنی ہمیں کیا ملا ہے

سندیسہ ملا یاد کرنے کا جب سے

تجھے بھولنا پھر سے مشکل ہوا ہے

ثبوت اور کیا دوں میں اپنی وفا کا

دعاؤں میں اب بھی وہی بے وفا ہے

ترے روٹھ جانے سے ممتاز اب تو

سدا کے لیے خود سے طاہرؔ خفا ہے

سید طاہر حسین طاہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHasare Ka Sauda Sabhi Ne Kiya Hai

Syed Tahir Husain Tahir

KHasare ka sauda sabhi ne kiya hai
batao mohabbat ne kya de diya hai

sabaq laghzishon se ye hum ne liya hai
sanbhalna hi sab se baDa tajraba hai

kisi bewafa se na shikwa gila hai
wafa se hi apni hamein kya mila hai

sandesa mila yaad karne ka jab se
tujhe bhulna phir se mushkil hua hai

subut aur kya dun main apni wafa ka
duaon mein ab bhi wahi bewafa hai

tere ruTh jaane se mumtaz ab to
sada ke liye KHud se 'tahir' KHafa hai

(247) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHasare Ka Sauda Sabhi Ne Kiya Hai written by Syed Tahir Husain Tahir at UrduPoint. KHasare Ka Sauda Sabhi Ne Kiya Hai is one of the masterpieces written by Syed Tahir Husain Tahir. You can also find the complete poetry collection of Syed Tahir Husain Tahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Tahir Husain Tahir' above.

KHasare Ka Sauda Sabhi Ne Kiya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHasare Ka Sauda Sabhi Ne Kiya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.