Na Rasta Na Safar Ka Jawaz Mangte Hain, Urdu Ghazal By Syed Yunus

Na Rasta Na Safar Ka Jawaz Mangte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Yunus. Na Rasta Na Safar Ka Jawaz Mangte Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Rasta Na Safar Ka Jawaz Mangte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ راستہ نہ سفر کا جواز مانگتے ہیں

سید یونس

نہ راستہ نہ سفر کا جواز مانگتے ہیں

ہم اپنا کھویا ہوا رخت و ساز مانگتے ہیں

گراں گزرتا ہے ہموار راستوں کا سفر

مسافتوں سے نشیب و فراز مانگتے ہیں

ہماری زیست کے حالات اتنے ظالم ہیں

وہ آنکھ جو رہے ہر لمحہ باز مانگتے ہیں

ہمیں تو جاں کے علاوہ نہیں ہے کچھ دینا

یہ آستاں تو جبین نیاز مانگتے ہیں

غنی فقیر کو کر دے امیر کو محتاج

اسی سے ایک دل بے نیاز مانگتے ہیں

سید یونس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Rasta Na Safar Ka Jawaz Mangte Hain

Syed Yunus

na rasta na safar ka jawaz mangte hain
hum apna khoya hua raKHt-o-saz mangte hain

garan guzarta hai hamwar raston ka safar
masafaton se nasheb-o-faraaz mangte hain

hamari zist ke haalat itne zalim hain
wo aankh jo rahe har lamha baz mangte hain

hamein to jaan ke alawa nahin hai kuchh dena
ye aastan to jabin-e-niyaz mangte hain

ghani faqir ko kar de amir ko muhtaj
usi se ek dil-e-be-niyaz mangte hain

(175) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Rasta Na Safar Ka Jawaz Mangte Hain written by Syed Yunus at UrduPoint. Na Rasta Na Safar Ka Jawaz Mangte Hain is one of the masterpieces written by Syed Yunus. You can also find the complete poetry collection of Syed Yunus by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Yunus' above.

Na Rasta Na Safar Ka Jawaz Mangte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Rasta Na Safar Ka Jawaz Mangte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.