Apne Zarf Apni Talab Apni Nazar Ki Baat Hai, Urdu Ghazal By Syed Zameer Jafri

Apne Zarf Apni Talab Apni Nazar Ki Baat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Zameer Jafri. Apne Zarf Apni Talab Apni Nazar Ki Baat Hai comes under the Love, Social category of Urdu Ghazal. You can read Apne Zarf Apni Talab Apni Nazar Ki Baat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے ظرف اپنی طلب اپنی نظر کی بات ہے

سید ضمیر جعفری

اپنے ظرف اپنی طلب اپنی نظر کی بات ہے

رات ہے لیکن مرے لب پر سحر کی بات ہے

آشیاں کے ساتھ پوری زندگی بدلی گئی

کم نظر سمجھے کہ مشت بال و پر کی بات ہے

تا ابد کتنے اندھیرے تھے کہ روشن ہو گئے

شمع کا جلنا بظاہر رات بھر کی بات ہے

زندگی صدیوں کا حاصل زندگی صدیوں کا روپ

زندگی جو چشمک برق و شرر کی بات ہے

منزل اک رہرو کا تھک جانا ہے ورنہ زندگی

اک مسلسل رہ گزر پیہم سفر کی بات ہے

سید ضمیر جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Zarf Apni Talab Apni Nazar Ki Baat Hai

Syed Zameer Jafri

apne zarf apni talab apni nazar ki baat hai
raat hai lekin mere lab par sahar ki baat hai

aashiyan ke sath puri zindagi badli gai
kam-nazar samjhe ki musht-e-baal-o-par ki baat hai

ta-abad kitne andhere the ki raushan ho gae
shama ka jalna ba-zahir raat bhar ki baat hai

zindagi sadiyon ka hasil zindagi sadiyon ka rup
zindagi jo chashmak-e-barq-o-sharar ki baat hai

manzil ek rah-raw ka thak jaana hai warna zindagi
ek musalsal rahguzar paiham safar ki baat hai

(366) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Zarf Apni Talab Apni Nazar Ki Baat Hai written by Syed Zameer Jafri at UrduPoint. Apne Zarf Apni Talab Apni Nazar Ki Baat Hai is one of the masterpieces written by Syed Zameer Jafri. You can also find the complete poetry collection of Syed Zameer Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Zameer Jafri' above.

Apne Zarf Apni Talab Apni Nazar Ki Baat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Zarf Apni Talab Apni Nazar Ki Baat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.