Parsai Ki Baat Karte Ho, Urdu Ghazal By Tabish Dharam Koti

Parsai Ki Baat Karte Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tabish Dharam Koti. Parsai Ki Baat Karte Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Parsai Ki Baat Karte Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پارسائی کی بات کرتے ہو

تابش دھرم کوٹی

پارسائی کی بات کرتے ہو

کیوں خدائی کی بات کرتے ہو

جبکہ ملنا ہی غیر ممکن ہے

کیوں جدائی کی بات کرتے ہو

تم وفاؤں سے غیر واقف ہو

بے وفائی کی بات کرتے ہو

تم سراپا ہو کج روی لیکن

کج ادائی کی بات کرتے ہو

زلف جاناں کا ہوں اسیر مگر

تم رہائی کی بات کرتے ہو

یہ فریبوں کا دور ہے تابشؔ

تم بھلائی کی بات کرتے ہو

تابش دھرم کوٹی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Parsai Ki Baat Karte Ho

Tabish Dharam Koti

parsai ki baat karte ho
kyon KHudai ki baat karte ho

jabki milna hi ghair mumkin hai
kyon judai ki baat karte ho

tum wafaon se ghair waqif ho
bewafai ki baat karte ho

tum sarapa ho kaj-rawi lekin
kaj-adai ki baat karte ho

zulf-e-jaanan ka hun asir magar
tum rihai ki baat karte ho

ye farebon ka daur hai 'tabish'
tum bhalai ki baat karte ho

(490) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Parsai Ki Baat Karte Ho written by Tabish Dharam Koti at UrduPoint. Parsai Ki Baat Karte Ho is one of the masterpieces written by Tabish Dharam Koti. You can also find the complete poetry collection of Tabish Dharam Koti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tabish Dharam Koti' above.

Parsai Ki Baat Karte Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Parsai Ki Baat Karte Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.