Har Ada Tund Aur Nabaat Uski, Urdu Ghazal By Tabish Siddiqui

Har Ada Tund Aur Nabaat Uski is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tabish Siddiqui. Har Ada Tund Aur Nabaat Uski comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ada Tund Aur Nabaat Uski on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر ادا تند اور نبات اس کی

تابش صدیقی

ہر ادا تند اور نبات اس کی

دل میں کھبتی ہے بات بات اس کی

جان دی جس نے تیرے قدموں میں

ہو گئی موت بھی حیات اس کی

دل مرحوم کا تو ذکر ہی کیا

تم تھے لے دے کے کائنات اس کی

مر گیا دل وفا کے دھوکے میں

نہ سنی تم نے واردات اس کی

نہ گیا شیخ کا جنون‌ بہشت

نہ ہوئی مر کے بھی نجات اس کی

ذرہ جو تیری بارگاہ میں ہے

صبح اس کی دن اس کا رات اس کی

تم بھی تابشؔ کو جانتے ہو گے

حسن مذہب ہے عشق ذات اس کی

تابش صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ada Tund Aur Nabaat Uski

Tabish Siddiqui

har ada tund aur nabaat us ki
dil mein khubti hai baat baat us ki

jaan di jis ne tere qadmon mein
ho gai maut bhi hayat us ki

dil-e-marhum ka to zikr hi kya
tum the le-de ke kaenat us ki

mar gaya dil wafa ke dhoke mein
na suni tum ne wardat us ki

na gaya shaiKH ka junun-e-bahisht
na hui mar ke bhi najat us ki

zarra jo teri bargah mein hai
subh us ki din us ka raat us ki

tum bhi 'tabish' ko jaante hoge
husn mazhab hai ishq zat us ki

(260) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Ada Tund Aur Nabaat Uski written by Tabish Siddiqui at UrduPoint. Har Ada Tund Aur Nabaat Uski is one of the masterpieces written by Tabish Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Tabish Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tabish Siddiqui' above.

Har Ada Tund Aur Nabaat Uski is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ada Tund Aur Nabaat Uski, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.