KHamosh Bhi Rah Jae Aur Izhaar Bhi Kar De, Urdu Ghazal By Tafzeel Ahmad
KHamosh Bhi Rah Jae Aur Izhaar Bhi Kar De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tafzeel Ahmad. KHamosh Bhi Rah Jae Aur Izhaar Bhi Kar De comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read KHamosh Bhi Rah Jae Aur Izhaar Bhi Kar De on this page of UrduPoint.
خاموش بھی رہ جائے اور اظہار بھی کر دے
تفضیل احمد
خاموش بھی رہ جائے اور اظہار بھی کر دے
تصویر وہ حاذق ہے جو بیمار بھی کر دے
ہم سے تو نہ ہوگی کبھی اس طرح محبت
جو حد سے گزرنے پہ گنہ گار بھی کر دے
اس بار بھی تاویل شب و روز نئی ہے
ممکن ہے وہ قائل مجھے اس بار بھی کر دے
افلاک تلاشی میں ہوں اس برج کی خاطر
جو میرے خزانے کو فلک پار بھی کر دے
آہنگ تصور سے جو لرزش ہے رگوں میں
اس کو مرے خامے کا سروکار بھی کر دے
وہ بیت جو مسدود میں روزن کا سبب ہیں
ان کو گل آویزۂ دیوار بھی کر دے
قرطاس پہ تفضیلؔ رواں جوئے کلی رنگ
شاید مرے لفظوں کو مزے دار بھی کر دے
تفضیل احمد
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
KHamosh Bhi Rah Jae Aur Izhaar Bhi Kar De
Tafzeel Ahmad
taswir wo haziq hai jo bimar bhi kar de
hum se to na hogi kabhi is tarah mohabbat
jo had se guzarne pe gunahgar bhi kar de
is bar bhi tawil-e-shab-o-roz nai hai
mumkin hai wo qail mujhe is bar bhi kar de
aflak-talashi mein hun us burj ki KHatir
jo mere KHazane ko falak par bhi kar de
aahang-e-tasawwur se jo larzish hai ragon mein
us ko mere KHame ka sarokar bhi kar de
wo bait jo masdud mein rauzan ka sabab hain
un ko gul-e-aweza-e-diwar bhi kar de
qirtas pe 'tafzil' rawan jue kali-rang
shayad mere lafzon ko mazedar bhi kar de
(307) ووٹ وصول ہوئے
Related Tafzeel Ahmad Poetry
Related Poetry
More Tafzeel Ahmad Poetry
ملا کسی سے نہ اچھا لگا سخن اس بار
Tafzeel Ahmad - تفضیل احمد
Mila Kisi Se Na Achchha Laga Sukhan Is Bar

خاموش بھی رہ جائے اور اظہار بھی کر دے
Tafzeel Ahmad - تفضیل احمد
Khamosh Bhi Rah Jae Aur Izhaar Bhi Kar De

گھنے ارمان گاڑھی آرزو کرنے سے ملتا ہے
Tafzeel Ahmad - تفضیل احمد
Ghane Arman Gadhi Aarzu Karne Se Milta Hai

اول وہی سیراب تھا ثانی بھی وہی تھا
Tafzeel Ahmad - تفضیل احمد
Awwal Wahi Sairab Tha Sani Bhi Wahi Tha

پہاڑوں کو بچھا دیتے کہیں کھائی نہیں ملتی
Tafzeel Ahmad - تفضیل احمد
Pahadon Ko Bichha Dete Kahin Khai Nahin Milti

اک پریشانی الگ تھی اور پشیمانی الگ
Tafzeel Ahmad - تفضیل احمد
Ek Pareshani Alag Thi Aur Pashemani Alag

ستم ظریفی کی صورت نکل ہی آتی ہے
Tafzeel Ahmad - تفضیل احمد
Sitam-zarifi Ki Surat Nikal Hi Aati Hai

لب منطق رہے کوئی نہ چشم لن ترانی ہو
Tafzeel Ahmad - تفضیل احمد
Lab-e-mantiq Rahe Koi Na Chashm-e-lan-tarani Ho

You can read KHamosh Bhi Rah Jae Aur Izhaar Bhi Kar De written by Tafzeel Ahmad at UrduPoint. KHamosh Bhi Rah Jae Aur Izhaar Bhi Kar De is one of the masterpieces written by Tafzeel Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Tafzeel Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tafzeel Ahmad' above.
KHamosh Bhi Rah Jae Aur Izhaar Bhi Kar De is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHamosh Bhi Rah Jae Aur Izhaar Bhi Kar De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.