Bujh Rahi Hai Aankh Ye Jism Hai Jumud Mein, Urdu Ghazal By Tahir Adeem

Bujh Rahi Hai Aankh Ye Jism Hai Jumud Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahir Adeem. Bujh Rahi Hai Aankh Ye Jism Hai Jumud Mein comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bujh Rahi Hai Aankh Ye Jism Hai Jumud Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بجھ رہی ہے آنکھ یہ جسم ہے جمود میں

طاہر عدیم

بجھ رہی ہے آنکھ یہ جسم ہے جمود میں

اے مکین شہر دل آ مری حدود میں

پڑ گئی دراڑ سی کیا درون دل کہیں

آ گئی شکستگی کیوں مرے وجود میں

خواہش قدم کہ ہوں اس طرف ہی گامزن

دل کی آرزو رہے اس کی ہی قیود میں

رنگ کیا عجب دیا میری بے وفائی کو

اس نے یوں کیا کہ میرے خط جلائے عود میں

تو نے جو دیا ہمیں اس سے بڑھ کے دیں گے ہم

بے وفائی اصل زر نفرتوں کو سود میں

بام انتظار پر دیکھتا ہوں دو دیئے

جھانکتا ہوں جب کبھی رفتگاں کے دود میں

طاہر عدیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bujh Rahi Hai Aankh Ye Jism Hai Jumud Mein

Tahir Adeem

bujh rahi hai aankh ye jism hai jumud mein
ai makin-e-shahr-e-dil aa meri hudud mein

paD gai daraD si kya darun-e-dil kahin
aa gai shikastagi kyun mere wajud mein

KHwahish-e-qadam ki hon us taraf hi gamzan
dil ki aarzu rahe us ki hi quyud mein

rang kya ajab diya meri bewafai ko
us ne yun kiya ki mere KHat jalae ud mein

tu ne jo diya hamein us se baDh ke denge hum
bewafai asal zar nafraton ko sud mein

baam-e-intizar par dekhta hun do diye
jhankta hun jab kabhi raftagan ke dud mein

(415) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bujh Rahi Hai Aankh Ye Jism Hai Jumud Mein written by Tahir Adeem at UrduPoint. Bujh Rahi Hai Aankh Ye Jism Hai Jumud Mein is one of the masterpieces written by Tahir Adeem. You can also find the complete poetry collection of Tahir Adeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahir Adeem' above.

Bujh Rahi Hai Aankh Ye Jism Hai Jumud Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bujh Rahi Hai Aankh Ye Jism Hai Jumud Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.