KHud Dard Hi Ko Dard Ka Darman Bana Diya, Urdu Ghazal By Taj Payami

KHud Dard Hi Ko Dard Ka Darman Bana Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taj Payami. KHud Dard Hi Ko Dard Ka Darman Bana Diya comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Dard Hi Ko Dard Ka Darman Bana Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود درد ہی کو درد کا درماں بنا دیا

تاج پیامی

خود درد ہی کو درد کا درماں بنا دیا

میں نے غم حیات کو آساں بنا دیا

کام آیا ان کا غم بھی غم روزگار بھی

دونوں نے مل کے مجھ کو غزل خواں بنا دیا

مجھ کو دیار شوق سے جتنے بھی غم ملے

ان سب کو اپنی زیست کا ساماں بنا دیا

وحشت ٹپک رہی ہے در و بام و سقف سے

وہ کیا گئے کہ گھر کو بیاباں بنا دیا

شرمندہ آپ ہوں نہ کہیں اس خیال سے

ایک ایک زخم کو گل خنداں بنا دیا

چشم کرم کسی کی بڑی چارہ ساز تھی

ذرہ تھا تاجؔ مہر درخشاں بنا دیا

تاج پیامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Dard Hi Ko Dard Ka Darman Bana Diya

Taj Payami

KHud dard hi ko dard ka darman bana diya
main ne gham-e-hayat ko aasan bana diya

kaam aaya un ka gham bhi gham-e-rozgar bhi
donon ne mil ke mujh ko ghazal-KHwan bana diya

mujh ko dayar-e-shauq se jitne bhi gham mile
un sab ko apni zist ka saman bana diya

wahshat Tapak rahi hai dar-o-baam o saqf se
wo kya gae ki ghar ko bayaban bana diya

sharminda aap hon na kahin is KHayal se
ek ek zaKHm ko gul-e-KHandan bana diya

chashm-e-karam kisi ki baDi chaara-saz thi
zarra tha 'taj' mahr-e-daraKHshan bana diya

(258) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Dard Hi Ko Dard Ka Darman Bana Diya written by Taj Payami at UrduPoint. KHud Dard Hi Ko Dard Ka Darman Bana Diya is one of the masterpieces written by Taj Payami. You can also find the complete poetry collection of Taj Payami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taj Payami' above.

KHud Dard Hi Ko Dard Ka Darman Bana Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Dard Hi Ko Dard Ka Darman Bana Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.