Aahista-rawi Shahr Ko Kahil Na Bana De, Urdu Ghazal By Taleef Haidar

Aahista-rawi Shahr Ko Kahil Na Bana De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taleef Haidar. Aahista-rawi Shahr Ko Kahil Na Bana De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aahista-rawi Shahr Ko Kahil Na Bana De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آہستہ روی شہر کو کاہل نہ بنا دے

تالیف حیدر

آہستہ روی شہر کو کاہل نہ بنا دے

خاموشئ غم خواب کا مائل نہ بنا دے

اتنا بھی محبت کو نہ سوچے مری ہستی

یہ معجزۂ فکر کہیں دل نہ بنا دے

عیسیٰ نہیں پھر بھی مجھے اندیشہ ہے خود سے

ہستی مری کچھ شعبدۂ گل نہ بنا دے

اس طرح تجھے عشق کیا ہے کہ یہ دنیا

ہم کو ہی کہیں عشق کا حاصل نہ بنا دے

میں اس سے سمندر ہی کوئی مانگتا لیکن

ڈر تھا وہ کہیں پھر کوئی ساحل نہ بنا دے

تالیف حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aahista-rawi Shahr Ko Kahil Na Bana De

Taleef Haidar

aahista-rawi shahr ko kahil na bana de
KHamoshi-e-gham KHwab ka mail na bana de

itna bhi mohabbat ko na soche meri hasti
ye mojaza-e-fikr kahin dil na bana de

isa nahin phir bhi mujhe andesha hai KHud se
hasti meri kuchh shobada-e-gil na bana de

is tarah tujhe ishq kiya hai ki ye duniya
hum ko hi kahin ishq ka hasil na bana de

main us se samundar hi koi mangta lekin
Dar tha wo kahin phir koi sahil na bana de

(379) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aahista-rawi Shahr Ko Kahil Na Bana De written by Taleef Haidar at UrduPoint. Aahista-rawi Shahr Ko Kahil Na Bana De is one of the masterpieces written by Taleef Haidar. You can also find the complete poetry collection of Taleef Haidar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taleef Haidar' above.

Aahista-rawi Shahr Ko Kahil Na Bana De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aahista-rawi Shahr Ko Kahil Na Bana De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.