Main Apne Jism Se Bahar KhaDa Hun, Urdu Ghazal By Tamkin Ur Rahman

Main Apne Jism Se Bahar KhaDa Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tamkin Ur Rahman. Main Apne Jism Se Bahar KhaDa Hun comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Apne Jism Se Bahar KhaDa Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اپنے جسم سے باہر کھڑا ہوں

تمکین الرحمٰن

میں اپنے جسم سے باہر کھڑا ہوں

خود اپنے آپ ہی کو ڈھونڈھتا ہوں

میں کس کی گونج ہوں کس کی صدا ہوں

یہ اکثر سوچتا ہوں میں کہ کیا ہوں

میں سنگ راہ ہوں یا نقش پا ہوں

کئی پیروں تلے روندا گیا ہوں

بہت پیاسا ہوں ساحل پہ کھڑا ہوں

نگاہوں سے سمندر ناپتا ہوں

سکھاتی ہے پروں کو دھوپ جس پر

میں وہ اک زرد پتا بن گیا ہوں

پہن کر لفظ و معنی کے لبادے

بہت دن سے کتابوں میں پڑا ہوں

کئی چہرے نظر آتے ہیں جس میں

میں وہ ٹوٹا ہوا سا آئنہ ہوں

ہر اک شے نیند میں ڈوبی ہوئی ہے

بس اک میں ہی یہاں پر جاگتا ہوں

تمکین الرحمٰن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Apne Jism Se Bahar KhaDa Hun

Tamkin Ur Rahman

main apne jism se bahar khaDa hun
KHud apne aap hi ko DhunDhta hun

main kis ki gunj hun kis ki sada hun
ye aksar sochta hun main ki kya hun

main sang-e-rah hun ya naqsh-e-pa hun
kai pairon tale raunda gaya hun

bahut pyasa hun sahil pe khaDa hun
nigahon se samundar napta hun

sukhati hai paron ko dhup jis par
main wo ek zard patta ban gaya hun

pahan kar lafz-o-mani ke libaade
bahut din se kitabon mein paDa hun

kai chehre nazar aate hain jis mein
main wo TuTa hua sa aaina hun

har ek shai nind mein Dubi hui hai
bas ek main hi yahan par jagta hun

(468) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Apne Jism Se Bahar KhaDa Hun written by Tamkin Ur Rahman at UrduPoint. Main Apne Jism Se Bahar KhaDa Hun is one of the masterpieces written by Tamkin Ur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Tamkin Ur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tamkin Ur Rahman' above.

Main Apne Jism Se Bahar KhaDa Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Apne Jism Se Bahar KhaDa Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.