Baat Aisi Hai Nahin Wo Baat Hi Karta Nahin, Urdu Ghazal By Tanoj Dadhich

Baat Aisi Hai Nahin Wo Baat Hi Karta Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanoj Dadhich. Baat Aisi Hai Nahin Wo Baat Hi Karta Nahin comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Baat Aisi Hai Nahin Wo Baat Hi Karta Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بات ایسی ہے نہیں وہ بات ہی کرتا نہیں

تنوج دادهیچ

بات ایسی ہے نہیں وہ بات ہی کرتا نہیں

جب ہمیں ہوتی ضرورت بس تبھی کرتا نہیں

باپ بچوں کے لیے جادوگری کرتا نہیں

بس مسلسل کام کرنے میں کمی کرتا نہیں

کس قدر اس کو ستایا ہے خدا نے عشق میں

جو نہیں کافر ہے پھر بھی بندگی کرتا نہیں

دشمنوں سے بھی بہت بد تر ہے میرا دوست وہ

غلطیوں پر جو میری مجھ کو سہی کرتا نہیں

سوچتا ہوں ہجر کیسے کاٹتا ہوگا تنوجؔ

شعر جو کہتا نہیں اور مے کشی کرتا نہیں

تنوج دادهیچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baat Aisi Hai Nahin Wo Baat Hi Karta Nahin

Tanoj Dadhich

baat aisi hai nahin wo baat hi karta nahin
jab hamein hoti zarurat bas tabhi karta nahin

bap bachchon ke liye jadugari karta nahin
bas musalsal kaam karne mein kami karta nahin

kis qadar us ko sataya hai KHuda ne ishq mein
jo nahin kafir hai phir bhi bandagi karta nahin

dushmanon se bhi bahut bad-tar hai mera dost wo
ghalatiyon par jo meri mujh ko sahi karta nahin

sochta hun hijr kaise kaTta hoga 'tanoj'
sher jo kahta nahin aur mai-kashi karta nahin

(1026) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baat Aisi Hai Nahin Wo Baat Hi Karta Nahin written by Tanoj Dadhich at UrduPoint. Baat Aisi Hai Nahin Wo Baat Hi Karta Nahin is one of the masterpieces written by Tanoj Dadhich. You can also find the complete poetry collection of Tanoj Dadhich by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanoj Dadhich' above.

Baat Aisi Hai Nahin Wo Baat Hi Karta Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baat Aisi Hai Nahin Wo Baat Hi Karta Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.