Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai, Urdu Ghazal By Tanveer Ahmad Alvi

Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanveer Ahmad Alvi. Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری غزل جو نئے ساز سے عبارت ہے

تنویر احمد علوی

مری غزل جو نئے ساز سے عبارت ہے

مرے نفس مری آواز سے عبارت ہے

کھٹک رہا ہے جو نشتر جراحت دل میں

فریب نرگس طناز سے عبارت ہے

حقیقتوں کو فسانہ بنا دیا جس نے

یہ سحر بھی ترے اعجاز سے عبارت ہے

قفس بھی جیسے دریچہ ہے دل کے زنداں کا

نفس بھی لذت پرواز سے عبارت ہے

مرے لہو کی یہ گردش اسی کا جادو ہے

یہ حرف دل جو ترے راز سے عبارت ہے

جہان‌ و جاں کا ستم آرزو کا لطف و کرم

تری ادا سے ترے ناز سے عبارت ہے

نہ آ سکا مرے اشعار میں سلیمؔ کا رنگ

جو اس کے منفرد انداز سے عبارت ہے

تنویر احمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai

Tanveer Ahmad Alvi

meri ghazal jo nae saz se ibarat hai
mere nafas meri aawaz se ibarat hai

khaTak raha hai jo nashtar jarahat-e-dil mein
fareb-e-nargis-e-tannaz se ibarat hai

haqiqaton ko fasana bana diya jis ne
ye sehr bhi tere eajaz se ibarat hai

qafas bhi jaise daricha hai dil ke zindan ka
nafas bhi lazzat-e-parwaz se ibarat hai

mere lahu ki ye gardish usi ka jadu hai
ye harf-e-dil jo tere raaz se ibarat hai

jahan-o-jaan ka sitam aarzu ka lutf-o-karam
teri ada se tere naz se ibarat hai

na aa saka mere ashaar mein 'salim' ka rang
jo us ke munfarid andaz se ibarat hai

(857) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai written by Tanveer Ahmad Alvi at UrduPoint. Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai is one of the masterpieces written by Tanveer Ahmad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Tanveer Ahmad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanveer Ahmad Alvi' above.

Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.