Aah-o-girya Mein Kahan Tasir Hai, Urdu Ghazal By Vibha Jain Khwaab

Aah-o-girya Mein Kahan Tasir Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vibha Jain Khwaab. Aah-o-girya Mein Kahan Tasir Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aah-o-girya Mein Kahan Tasir Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آہ و گریہ میں کہاں تاثیر ہے

وبھا جین خواب

آہ و گریہ میں کہاں تاثیر ہے

ضبط میں ہی اشکوں کی توقیر ہے

ہو گئے یکساں اداسی اور میں

ایک صورت ایک سی تصویر ہے

جو مری سانسوں کی سیلن سوکھ لے

کیا کوئی شے اتنی بھی نم گیر ہے

غم مری قسمت ہے میں غم کا نصیب

اپنی اپنی دونوں کی تقدیر ہے

ایک محور پر ازل سے محو رقص

یہ زمیں بھی کوئی صوفی پیر ہے

رات بھر آنکھوں نے لکھا ایک خواب

یہ غزل اس خواب کی تعبیر ہے

وبھا جین خواب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aah-o-girya Mein Kahan Tasir Hai

Vibha Jain Khwaab

aah-o-girya mein kahan tasir hai
zabt mein hi ashkon ki tauqir hai

ho gae yaksan udasi aur main
ek surat ek si taswir hai

jo meri sanson ki silan sokh le
kya koi shai itni bhi nam-gir hai

gham meri qismat hai main gham ka nasib
apni apni donon ki taqdir hai

ek mehwar par azal se mahw-e-raqs
ye zamin bhi koi sufi pir hai

raat bhar aankhon ne likkha ek KHwab
ye ghazal us KHwab ki tabir hai

(419) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aah-o-girya Mein Kahan Tasir Hai written by Vibha Jain Khwaab at UrduPoint. Aah-o-girya Mein Kahan Tasir Hai is one of the masterpieces written by Vibha Jain Khwaab. You can also find the complete poetry collection of Vibha Jain Khwaab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vibha Jain Khwaab' above.

Aah-o-girya Mein Kahan Tasir Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aah-o-girya Mein Kahan Tasir Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.