Har Nai Ijad Ki Kal Tak Hamin Buniyaad The, Urdu Ghazal By Vijay Kumar Swarnkar

Har Nai Ijad Ki Kal Tak Hamin Buniyaad The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vijay Kumar Swarnkar. Har Nai Ijad Ki Kal Tak Hamin Buniyaad The comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Har Nai Ijad Ki Kal Tak Hamin Buniyaad The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر نئی ایجاد کی کل تک ہمیں بنیاد تھے

وجے کمار سورنکار

ہر نئی ایجاد کی کل تک ہمیں بنیاد تھے

لوگ لوہا بھی نہ تھے جس وقت ہم فولاد تھے

آج ہی طے کیجیے کل کیا کہیں گے قوم کو

ہم ابھی آزاد ہیں یا ہم کبھی آزاد تھے

جھر چکے پتے ہوا سے کہہ رہے ہیں غم نہیں

وہ جڑیں زندہ ہیں اب بھی جن سے ہم آباد تھے

کون سنتا اجنبی کی اجنبی بھاشا میں بات

شور کے دربار میں ہم مون کے سنواد تھے

وجے کمار سورنکار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Nai Ijad Ki Kal Tak Hamin Buniyaad The

Vijay Kumar Swarnkar

har nai ijad ki kal tak hamin buniyaad the
log loha bhi na the jis waqt hum faulad the

aaj hi tai kijiye kal kya kahenge qaum ko
hum abhi aazad hain ya hum kabhi aazad the

jhar chuke patte hawa se kah rahe hain gham nahin
wo jaDen zinda hain ab bhi jin se hum aabaad the

kaun sunta ajnabi ki ajnabi bhasha mein baat
shor ke darbar mein hum maun ke samwad the

(297) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Nai Ijad Ki Kal Tak Hamin Buniyaad The written by Vijay Kumar Swarnkar at UrduPoint. Har Nai Ijad Ki Kal Tak Hamin Buniyaad The is one of the masterpieces written by Vijay Kumar Swarnkar. You can also find the complete poetry collection of Vijay Kumar Swarnkar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vijay Kumar Swarnkar' above.

Har Nai Ijad Ki Kal Tak Hamin Buniyaad The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Nai Ijad Ki Kal Tak Hamin Buniyaad The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.