Send Mobile short message Dil Waly Hi Sarfrosh Hua Karty Hain from the Poetry collection of SMS and text messages. Simply copy this message and send via WhatsApp, SMS, Facebook Status, Tweet, Instagram or any other social platform you like. There is a huge collection of Poetry messages available on our website, which you can send to your family & friends. Simply browse through our collection and enjoy the quotes, wishes and greetings written in short messages for mobiles & social media usage.
Share This Page
Share this page with your friends and followers.
More Poetry Messages
Read, copy and share more Poetry messages.
hain aankhein jheel si chehra kitaab jaisa hai
hain aankhein jheel si chehra kitaab jaisa hai k meray yar ka her naqsh khawab jaisa haikisi bhi baat par ab bheegti nahi aankhen k apna haal bhi sookhay chanaab jaisa haiye aarzu hai kabhi to andheri shab meri milay wo ak shakhs k jo mahtaab jaisa haiye saaz.e.jaan to khamosh ek umer se hai agarcha lehja abhi tak rubaab jaisa hai main us k husn ki tareef kis tarha se karunwo aftaab sa wo mahtaab jaisa hai
Semait Ker Mujhy Apni Dahleez Ka Pathar Ker Day
Semait Ker Mujhy Apni Dahleez Ka Pathar Ker DayYa Khak Bana Ker Derbdar Ker DayOs Say Becher K Bary Qarb Main Hunosay Kaho Mari Azmaish Ko Mukhtsir Ker Day
Meri khamoshion ka tum charcha to na karo
Meri khamoshion ka tum charcha to na karoYun bethe bithay mujhe ruswa to na karokaha jo main ne k dil ki baat hai dil hi kahe gaFaqat itni se baat pe mujh se uljha to na karoApni yaadon k Qaaflay rehne do mere saathQasm-e-Ulfat hai mujhe tanha to na karo
Yahan chahton ka sila nahi
Yahan chahton ka sila nahiyahan dosti ka maza nahiyahan janay kesi hawa chaliRahi dostoon main wafa nahiyahan jal gaya mera aashianaAbhi badlon ko pata nahi
Thumaray wastay jitney duaen soch rakhi han
Thumaray wastay jitney duaen soch rakhi hanAger likhna unhain chahoonBari hi MukhtasarYeh zindgi Mehsoos hoty haSo Do Misron MeinMery yeh haseen jazbay sumah lainaTuhamari raat Tumaray panyou k shore jaisy hoThumara Din thumarray bachupan ki Eid jaisa ho
Faqat ek baat kehna chahta hun
Faqat ek baat kehna chahta hunTeri ankhon main rehna chahta hunBohat jaag chuka hun tere hijr mainTere anchal main sona chahta hunZamane bhar ki khushian aur tera ghamYe gham me kuch aur ab sehna chahta hun
Toota Huwa Dil Ke Kashti Ko Tufaa Ma Kinara Mil Jay
Toota Huwa Dil Ke Kashti Ko Tufaa Ma Kinara Mil JayTu Tham Le Mera Hath Agar Dono Ko Sahara Mil Jay
koi poch raha hai mujh sy meri zindagi ki qeemat
koi poch raha hai mujh sy meri zindagi ki qeematmujhy yaaaad aa raha hai tera halka sa muskarana
Humko Galli May Dekh kar Khud Ko Chupa Liya
Humko Galli May Dekh kar Khud Ko Chupa LiyaJany Yeh Dushmano Nay Usay Kya Sikha DiyaGhar Usnay Kya Banaya Masjid K SamnayChahat Nay Uski Hamy Namazi Bana Diya
Tujhe daikhay bina kahin dil ni lagta...
Tujhe daikhay bina kahin dil ni lagta...Raat katTi ni din nikal aataaa... "aaa Qatill"Bata yah kaisa pyaar hai tera....Jo yad men teri kr gaya humk0 Nakaaraa.
Jisey bhi chaahtey hain hum wohi milta nahin hum ko
Jisey bhi chaahtey hain hum wohi milta nahin hum koBichhar jata hai kab hum se pata chalta nahin hum koDua jo maut ki mangein toh sansein aur badti heinNa janey kyoon khuda tala bhi abb sunta nahin hum ko
Sab Mere Baghair Mutmayin Hain
Sab Mere Baghair Mutmayin HainMein Sab Ke Baghair Ji Raha Hun
Na thi jisay mery pyar ki qadar
Na thi jisay mery pyar ki qadarItefaaq se usi ko chah rahe thay humusi chiragh ne jalaya mery hathon kojis ko hawa se bacha rahe thay hum
thi nigaah ashk baar bohot
thi nigaah ashk baar bohot ane se unke aya dil ko karaar bohotjaa rahe hai rukh pher ke wo unki yaad mai bahenge nigaho ke ashaar bohot
BADAL JO GARAJTE HAIN WOH BARSA NAHI KARTE
BADAL JO GARAJTE HAIN WOH BARSA NAHI KARTEMOHSIN KABHI AHSAAN KA CHRCHA NAHI KARTEANKHOON MAIN BASA LETE HAIN ROTHEY HUE MANZARJATE HUE LOGON KO PUKARA NAHI KARTE
wo yaro ki mehfil wo muskraty pal
wo yaro ki mehfil wo muskraty paldil say juda nahi apna beeta howa kalkabhi zindagi guzar jati thi apna waqt guzrarny mayaj waqt guzrta hay apni zindagi bitanay may
mujh ko utren to gawara hai zamane bhar ki LAKIN
mujh ko utren to gawara hai zamane bhar ki LAKINMAAN ka utra hua chehra nahin dekha jata
aik pal bhi chein say guzara ho to qasam lay lo
aik pal bhi chein say guzara ho to qasam lay losewai yado k koi or sahara ho to qasam lay lous ne bandha tha mery sath kuch asa rishtaus k bad koi rishta kici saybandha ho to qasam lay lopehly to baat or thi jo tum pe haq jatate thy ab khud par bhi koi haq hamara ho to qasam lay lo
SMS Messages Categories
Browse all SMS and WhatsApp message categories.