Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara, Urdu Ghazal By Ahmad Javaid

Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Javaid. Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا پوچھتے ہو شہر میں گھر اور ہمارا

احمد جاوید

کیا پوچھتے ہو شہر میں گھر اور ہمارا

رہنے کا ہے انداز ادھر اور ہمارا

وہ تیغ نہ جانے کدھر اٹھتی ہے ابھی تو

جھگڑا ہے دل سینہ سپر اور ہمارا

جب ہوش میں آئے تو اسے دیکھ بھی لیں گے

فی الحال ہے انداز نظر اور ہمارا

یہ مہر و نشاں طبل و علم خوب ہے لیکن

بڑھ جائے گا کچھ بار سفر اور ہمارا

دل ایسا مکاں چھوڑ کے یہ حال ہوا ہے

یعنی نگہ خانہ بدر اور ہمارا

احمد جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara

Ahmad Javaid

kya puchhte ho shahr mein ghar aur hamara
rahne ka hai andaz idhar aur hamara

wo tegh na jaane kidhar uThti hai abhi to
jhagDa hai dil-e-sina-sipar aur hamara

jab hosh mein aae to use dekh bhi lenge
filhaal hai andaz-e-nazar aur hamara

ye mohr o nishan tabl-o-alam KHub hai lekin
baDh jaega kuchh bar-e-safar aur hamara

dil aisa makan chhoD ke ye haal hua hai
yani nigah-e-KHana-badar aur hamara

(777) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara written by Ahmad Javaid at UrduPoint. Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara is one of the masterpieces written by Ahmad Javaid. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Javaid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Javaid' above.

Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.