Ye Bhi Israr Koi Rauzan-e-dar Baz Na Ho, Urdu Ghazal By Ahmad Muneer

Ye Bhi Israr Koi Rauzan-e-dar Baz Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Muneer. Ye Bhi Israr Koi Rauzan-e-dar Baz Na Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Bhi Israr Koi Rauzan-e-dar Baz Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ بھی اصرار کوئی روزن در باز نہ ہو

احمد منیر

یہ بھی اصرار کوئی روزن در باز نہ ہو

سانس لیتے رہو پر سانس کی آواز نہ ہو

یک بیک عالم اظہار میں سناٹے کی گونج

آنے والے کسی طوفان کی غماز نہ ہو

شعر و فن آذر حاضر کے تراشیدہ صنم

تہمت لوح و قلم توسن پرواز نہ ہو

پھر تری یاد سے روشن ہوا کاشانۂ دل

وسعت کون و مکاں جلوہ گہہ ناز نہ ہو

وقت کے جبر سے کب کار جنوں خیز رکا

کوشش سنگ زنی نقطۂ آغاز نہ ہو

احمد منیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Bhi Israr Koi Rauzan-e-dar Baz Na Ho

Ahmad Muneer

ye bhi israr koi rauzan-e-dar baz na ho
sans lete raho par sans ki aawaz na ho

yak-ba-yak aalam-e-izhaar mein sannaTe ki gunj
aane wale kisi tufan ki ghammaz na ho

sher-o-fan aazar-e-hazir ke tarashida sanam
tohmat-e-lauh-o-qalam tausan-e-parwaz na ho

phir teri yaad se raushan hua kashana-e-dil
wusat-e-kaun-o-makan jalwa-gah-e-naz na ho

waqt ke jabr se kab kar-e-junun-KHez ruka
koshish-e-sang-zani nuqta-e-aghaz na ho

(370) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Bhi Israr Koi Rauzan-e-dar Baz Na Ho written by Ahmad Muneer at UrduPoint. Ye Bhi Israr Koi Rauzan-e-dar Baz Na Ho is one of the masterpieces written by Ahmad Muneer. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Muneer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Muneer' above.

Ye Bhi Israr Koi Rauzan-e-dar Baz Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Bhi Israr Koi Rauzan-e-dar Baz Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.