Mere Labon Pe To Barson Se Ek Sada Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Ahmad Tanvir

Mere Labon Pe To Barson Se Ek Sada Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Tanvir. Mere Labon Pe To Barson Se Ek Sada Bhi Nahin comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mere Labon Pe To Barson Se Ek Sada Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے لبوں پہ تو برسوں سے اک صدا بھی نہیں

احمد تنویر

مرے لبوں پہ تو برسوں سے اک صدا بھی نہیں

یہ کیسی چیخ تھی گھر میں تو دوسرا بھی نہیں

تری کتاب میں رکھی تھی تتلیاں جس نے

وہ میں ہی تھا یہ بتانے کا حوصلہ بھی نہیں

وہ احتیاط سے خود کو سنبھالے رکھتا ہے

میں ٹوٹ پھوٹ گیا اس کو کچھ ہوا بھی نہیں

ذرا سی بات پہ خنجر نکال لیتا ہے

کسی کو عشق محبت سے واسطہ بھی نہیں

ہمارے عہد کے بچوں کا خاص تحفہ ہے

جو زخم خشک بھی پوری طرح ہرا بھی نہیں

احمد تنویر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Labon Pe To Barson Se Ek Sada Bhi Nahin

Ahmad Tanvir

mere labon pe to barson se ek sada bhi nahin
ye kaisi chiKH thi ghar mein to dusra bhi nahin

teri kitab mein rakhi thi titliyan jis ne
wo main hi tha ye batane ka hausla bhi nahin

wo ehtiyat se KHud ko sambhaale rakhta hai
main TuT phuT gaya us ko kuchh hua bhi nahin

zara si baat pe KHanjar nikal leta hai
kisi ko ishq mohabbat se wasta bhi nahin

hamare ahd ke bachchon ka KHas tohfa hai
jo zaKHm KHushk bhi puri tarah hara bhi nahin

(846) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Labon Pe To Barson Se Ek Sada Bhi Nahin written by Ahmad Tanvir at UrduPoint. Mere Labon Pe To Barson Se Ek Sada Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Ahmad Tanvir. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Tanvir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Tanvir' above.

Mere Labon Pe To Barson Se Ek Sada Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Labon Pe To Barson Se Ek Sada Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.