KaTi Hai Gham Ki Raat BaDe Ehtiram Se, Urdu Ghazal By Ali Ahmad Jalili

KaTi Hai Gham Ki Raat BaDe Ehtiram Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Ahmad Jalili. KaTi Hai Gham Ki Raat BaDe Ehtiram Se comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KaTi Hai Gham Ki Raat BaDe Ehtiram Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کاٹی ہے غم کی رات بڑے احترام سے

علی احمد جلیلی

کاٹی ہے غم کی رات بڑے احترام سے

اکثر بجھا دیا ہے چراغوں کو شام سے

روشن ہے اپنی بزم اور اس اہتمام سے

کچھ دل بھی جل رہا ہے چراغوں کے نام سے

مدت ہوئی ہے خون تمنا کئے مگر

اب تک ٹپک رہا ہے لہو دل کے جام سے

صبح بہار ہم کو بلاتی رہی مگر

ہم کھیلتے رہے کسی زلفوں کی شام سے

ہر سانس پر ہے موت کا پہرا لگا ہوا

آہستہ اے حیات گزر اس مقام سے

کاٹی تمام عمر فریب بہار میں

کانٹے سمیٹتے رہے پھولوں کے نام سے

یہ اور بات ہے کہ علیؔ ہم نہ سن سکے

آواز اس نے دی ہے ہمیں ہر مقام سے

علی احمد جلیلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KaTi Hai Gham Ki Raat BaDe Ehtiram Se

Ali Ahmad Jalili

kaTi hai gham ki raat baDe ehtiram se
aksar bujha diya hai charaghon ko sham se

raushan hai apni bazm aur is ehtimam se
kuchh dil bhi jal raha hai charaghon ke nam se

muddat hui hai KHun-e-tamanna kiye magar
ab tak Tapak raha hai lahu dil ke jam se

subh-e-bahaar hum ko bulati rahi magar
hum khelte rahe kisi zulfon ki sham se

har sans par hai maut ka pahra laga hua
aahista ai hayat guzar is maqam se

kaTi tamam umr fareb-e-bahaar mein
kanTe sameTte rahe phulon ke nam se

ye aur baat hai ki 'ali' hum na sun sake
aawaz us ne di hai hamein har maqam se

(818) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KaTi Hai Gham Ki Raat BaDe Ehtiram Se written by Ali Ahmad Jalili at UrduPoint. KaTi Hai Gham Ki Raat BaDe Ehtiram Se is one of the masterpieces written by Ali Ahmad Jalili. You can also find the complete poetry collection of Ali Ahmad Jalili by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Ahmad Jalili' above.

KaTi Hai Gham Ki Raat BaDe Ehtiram Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like KaTi Hai Gham Ki Raat BaDe Ehtiram Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.