Gila Tere Firaq Ka Jo Aaj-kal Nahin Raha, Urdu Ghazal By Arif Ishtiaque

Gila Tere Firaq Ka Jo Aaj-kal Nahin Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arif Ishtiaque. Gila Tere Firaq Ka Jo Aaj-kal Nahin Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gila Tere Firaq Ka Jo Aaj-kal Nahin Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گلہ ترے فراق کا جو آج کل نہیں رہا

عارف اشتیاق

گلہ ترے فراق کا جو آج کل نہیں رہا

تو کیوں بھلا یہ مستقل عذاب ٹل نہیں رہا

میں کس سے التجا کروں کہاں سے ابتدا کروں

دعا اہل رہی نہیں گلہ بدل نہیں رہا

میں راستوں کی بھیڑ میں کہاں یہ آ گیا کہ اب

کوئی بھی راستہ تری گلی نکل نہیں رہا

وہ نقش پا کو دیکھ کر چلا ہو مجھ کو ڈھونڈنے

اسی گمان کے عوض میں تیز چل نہیں رہا

فقط یہی ہے آرزو تو مل کہیں تو روبرو

یہ دل ترے فراق میں کہیں سنبھل نہیں رہا

عارف اشتیاق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gila Tere Firaq Ka Jo Aaj-kal Nahin Raha

Arif Ishtiaque

gila tere firaq ka jo aaj-kal nahin raha
to kyun bhala ye mustaqil azab Tal nahin raha

main kis se iltija karun kahan se ibtida karun
dua ahal rahi nahin gila badal nahin raha

main raston ki bhiD mein kahan ye aa gaya ki ab
koi bhi rasta teri gali nikal nahin raha

wo naqsh-e-pa ko dekh kar chala ho mujh ko DhunDne
isi guman ke ewaz main tez chal nahin raha

faqat yahi hai aarzu tu mil kahin to ru-ba-ru
ye dil tere firaq mein kahin sambhal nahin raha

(805) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gila Tere Firaq Ka Jo Aaj-kal Nahin Raha written by Arif Ishtiaque at UrduPoint. Gila Tere Firaq Ka Jo Aaj-kal Nahin Raha is one of the masterpieces written by Arif Ishtiaque. You can also find the complete poetry collection of Arif Ishtiaque by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arif Ishtiaque' above.

Gila Tere Firaq Ka Jo Aaj-kal Nahin Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gila Tere Firaq Ka Jo Aaj-kal Nahin Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.