Ibarat IsMein Har Ek Be-naqab Meri Hai, Urdu Ghazal By Asar Saeed

Ibarat IsMein Har Ek Be-naqab Meri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asar Saeed. Ibarat IsMein Har Ek Be-naqab Meri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ibarat IsMein Har Ek Be-naqab Meri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عبارت اس میں ہر اک بے نقاب میری ہے

اثر سعید

عبارت اس میں ہر اک بے نقاب میری ہے

لکھا ہے نام تمہارا کتاب میری ہے

گلاب توڑ کے زینت بنا لو دامن کی

نہ کھاؤ خوف یہ شاخ گلاب میری ہے

یہ میکدہ یہ حسیں جام گو تمہارے ہیں

جو پی رہے ہو مزے سے شراب میری ہے

بھٹک نہ جائے کہیں اسپ عشق راہوں سے

دعا لبوں پہ ترے ہم رکاب میری ہے

وہ ٹوٹ کر نہیں گرتے زمین پر نہ سہی

ستارے چرخ کے ہیں آب و تاب میری ہے

میں حرف حرف میں اس کے بسا ہوں دھڑکن سا

کوئی بھی کہہ لے خوشی سے کتاب میری ہے

اثر سعید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ibarat IsMein Har Ek Be-naqab Meri Hai

Asar Saeed

ibarat is mein har ek be-naqab meri hai
likha hai nam tumhaara kitab meri hai

gulab toD ke zinat bana lo daman ki
na khao KHauf ye shaKH-e-gulab meri hai

ye mai-kada ye hasin jam go tumhaare hain
jo pi rahe ho maze se sharab meri hai

bhaTak na jae kahin asp-e-ishq rahon se
dua labon pe tere ham-rikab meri hai

wo TuT kar nahin girte zamin par na sahi
sitare charKH ke hain aab-o-tab meri hai

main harf harf mein us ke basa hun dhaDkan sa
koi bhi kah le KHushi se kitab meri hai

(670) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ibarat IsMein Har Ek Be-naqab Meri Hai written by Asar Saeed at UrduPoint. Ibarat IsMein Har Ek Be-naqab Meri Hai is one of the masterpieces written by Asar Saeed. You can also find the complete poetry collection of Asar Saeed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asar Saeed' above.

Ibarat IsMein Har Ek Be-naqab Meri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ibarat IsMein Har Ek Be-naqab Meri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.