KHwab Mein Bhi Na Ye KHayal Hua, Urdu Ghazal By Bal Mukund Besabr

KHwab Mein Bhi Na Ye KHayal Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bal Mukund Besabr. KHwab Mein Bhi Na Ye KHayal Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwab Mein Bhi Na Ye KHayal Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواب میں بھی نہ یہ خیال ہوا

بال مکند بے صبر

خواب میں بھی نہ یہ خیال ہوا

کہ مرا یار سے وصال ہوا

ضعف سے اب یہ اپنا حال ہوا

کہ بیاں ضعف کا محال ہوا

مے کشی کو حرام کہتا ہے

خون زاہد ہمیں حلال ہوا

ہوں میں پامال مثل تازہ نہال

ہو کے پیدا میں کیا نہال ہوا

پاؤں پکڑا تھا بہر عذر گناہ

اس کو کچھ اور احتمال ہوا

بال مکند بے صبر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwab Mein Bhi Na Ye KHayal Hua

Bal Mukund Besabr

KHwab mein bhi na ye KHayal hua
ki mera yar se visal hua

zoaf se ab ye apna haal hua
ki bayan zoaf ka muhaal hua

mai-kashi ko haram kahta hai
KHun-e-zahid hamein halal hua

hun main pamal misl-e-taza nihaal
ho ke paida main kya nihaal hua

panw pakDa tha bahr-e-uzr-e-gunah
is ko kuchh aur ehtimal hua

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwab Mein Bhi Na Ye KHayal Hua written by Bal Mukund Besabr at UrduPoint. KHwab Mein Bhi Na Ye KHayal Hua is one of the masterpieces written by Bal Mukund Besabr. You can also find the complete poetry collection of Bal Mukund Besabr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bal Mukund Besabr' above.

KHwab Mein Bhi Na Ye KHayal Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwab Mein Bhi Na Ye KHayal Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.