Phir Aai Fasl-e-gul Phir ZaKHm-e-dil Rah Rah Ke Pakte Hain, Urdu Ghazal By Bhartendu Harishchandra

Phir Aai Fasl-e-gul Phir ZaKHm-e-dil Rah Rah Ke Pakte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bhartendu Harishchandra. Phir Aai Fasl-e-gul Phir ZaKHm-e-dil Rah Rah Ke Pakte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Aai Fasl-e-gul Phir ZaKHm-e-dil Rah Rah Ke Pakte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر آئی فصل گل پھر زخم دل رہ رہ کے پکتے ہیں

بھارتیندو ہریش چندر

پھر آئی فصل گل پھر زخم دل رہ رہ کے پکتے ہیں

مگر داغ جگر پر صورت لالہ لہکتے ہیں

نصیحت ہے عبث ناصح بیاں ناحق ہی بکتے ہیں

جو بہکے دخت رز سے ہیں وہ کب ان سے بہکتے ہیں

کوئی جا کر کہو یہ آخری پیغام اس بت سے

ارے آ جا ابھی دم تن میں باقی ہے سسکتے ہیں

نہ بوسہ لینے دیتے ہیں نہ لگتے ہیں گلے میرے

ابھی کم عمر ہیں ہر بات پر مجھ سے جھجکتے ہیں

وہ غیروں کو ادا سے قتل جب بے باک کرتے ہیں

تو اس کی تیغ کو ہم آہ کس حیرت سے تکتے ہیں

اڑا لائے ہو یہ طرز سخن کس سے بتاؤ تو

دم تقدیر گویا باغ میں بلبل چہکتے ہیں

رساؔ کی ہے تلاش یار میں یہ دشت پیمائی

کہ مثل شیشہ میرے پاؤں کے چھالے جھلکتے ہیں

بھارتیندو ہریش چندر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Aai Fasl-e-gul Phir ZaKHm-e-dil Rah Rah Ke Pakte Hain

Bhartendu Harishchandra

phir aai fasl-e-gul phir zaKHm-e-dil rah rah ke pakte hain
magar dagh-e-jigar par surat-e-lala lahakte hain

nasihat hai abas naseh bayan nahaq hi bakte hain
jo bahke duKHt-e-raz se hain wo kab in se bahakte hain

koi ja kar kaho ye aaKHiri paigham us but se
are aa ja abhi dam tan mein baqi hai sisakte hain

na bosa lene dete hain na lagte hain gale mere
abhi kam-umr hain har baat par mujh se jhijakte hain

wo ghairon ko ada se qatl jab bebak karte hain
to us ki tegh ko hum aah kis hairat se takte hain

uDa lae ho ye tarz-e-suKHan kis se batao to
dam-e-taqdir goya bagh mein bulbul chahakte hain

'rasa' ki hai talash-e-yar mein ye dasht-paimai
ki misl-e-shisha mere panw ke chhaale jhalakte hain

(760) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Aai Fasl-e-gul Phir ZaKHm-e-dil Rah Rah Ke Pakte Hain written by Bhartendu Harishchandra at UrduPoint. Phir Aai Fasl-e-gul Phir ZaKHm-e-dil Rah Rah Ke Pakte Hain is one of the masterpieces written by Bhartendu Harishchandra. You can also find the complete poetry collection of Bhartendu Harishchandra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bhartendu Harishchandra' above.

Phir Aai Fasl-e-gul Phir ZaKHm-e-dil Rah Rah Ke Pakte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Aai Fasl-e-gul Phir ZaKHm-e-dil Rah Rah Ke Pakte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.