Kuchh Aadmi Samaj Pe Bojhal Hain Aaj Bhi, Urdu Ghazal By Divakar Rahi

Kuchh Aadmi Samaj Pe Bojhal Hain Aaj Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Divakar Rahi. Kuchh Aadmi Samaj Pe Bojhal Hain Aaj Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Aadmi Samaj Pe Bojhal Hain Aaj Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ آدمی سماج پہ بوجھل ہیں آج بھی

دواکر راہی

کچھ آدمی سماج پہ بوجھل ہیں آج بھی

رسی تو جل گئی ہے مگر بل ہیں آج بھی

انسانیت کو قتل کیا جائے اس لیے

دیر و حرم کی آڑ میں مقتل ہیں آج بھی

اب بھی وہی ہے رسم و روایت کی بندگی

مطلب یہ ہے کہ ذہن مقفل ہیں آج بھی

باتیں تمہاری شیخ و برہمن خطا معاف

پہلے کی طرح غیر مدلل ہیں آج بھی

راہیؔ ہر ایک سمت فساد و عناد کے

چھائے ہوئے فضاؤں میں بادل ہیں آج بھی

دواکر راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Aadmi Samaj Pe Bojhal Hain Aaj Bhi

Divakar Rahi

kuchh aadmi samaj pe bojhal hain aaj bhi
rassi to jal gai hai magar bal hain aaj bhi

insaniyat ko qatl kiya jae is liye
dair o haram ki aaD mein maqtal hain aaj bhi

ab bhi wahi hai rasm-o-riwayat ki bandagi
matlab ye hai ki zehn muqaffal hain aaj bhi

baaten tumhaari shaiKH o barhaman KHata-muaf
pahle ki tarah ghair-mudallal hain aaj bhi

'rahi' har ek samt fasad o inad ke
chhae hue fazaon mein baadal hain aaj bhi

(827) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Aadmi Samaj Pe Bojhal Hain Aaj Bhi written by Divakar Rahi at UrduPoint. Kuchh Aadmi Samaj Pe Bojhal Hain Aaj Bhi is one of the masterpieces written by Divakar Rahi. You can also find the complete poetry collection of Divakar Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Divakar Rahi' above.

Kuchh Aadmi Samaj Pe Bojhal Hain Aaj Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Aadmi Samaj Pe Bojhal Hain Aaj Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.