KHwab Ke AaKHiri Hisse Mein, Urdu Nazam By Faisal Hashmi

KHwab Ke AaKHiri Hisse Mein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Faisal Hashmi. KHwab Ke AaKHiri Hisse Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read KHwab Ke AaKHiri Hisse Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواب کے آخری حصے میں

فیصل ہاشمی

جسم بے جان ہے پتھر سی بنی ہیں آنکھیں

اور اک خوف کا ملبوس پہن کر کوئی

گھورتا رہتا ہے

ہر وقت خلا میں شاید

آئینہ خانوں کی

مقہور نما چاہت میں

عکس در عکس بکھرتی ہوئی پرچھائیاں ہیں

اور سناٹوں کی

گمبھیر صدا ہے ہر سو

شاخ در شاخ خزاں نوحہ کناں ہے ہر سو

ایسے ماحول میں جینا بھی ہے

خواب کے آخری حصے میں

حسین ابن علی

ایک پیغام یہی دے کے گزر جاتے ہیں

فیصل ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwab Ke AaKHiri Hisse Mein

Faisal Hashmi

jism be-jaan hai patthar si bani hain aankhen
aur ek KHauf ka malbus pahan kar koi
ghurta rahta hai
har-waqt KHala mein shayad
aaina-KHanon ki
maqhur-numa chahat mein
aks-dar-aks bikharti hui parchhaiyan hain
aur sannaTon ki
gambhir sada hai har-su
shaKH-dar-shaKH KHizan nauha-kunan hai har-su
aise mahaul mein jina bhi hai
KHwab ke aaKHiri hisse mein
husain-ibn-e-ali
ek paigham yahi de ke guzar jate hain

(727) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwab Ke AaKHiri Hisse Mein written by Faisal Hashmi at UrduPoint. KHwab Ke AaKHiri Hisse Mein is one of the masterpieces written by Faisal Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Faisal Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faisal Hashmi' above.

KHwab Ke AaKHiri Hisse Mein is a widely read Urdu Nazam. If you like KHwab Ke AaKHiri Hisse Mein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.