Wo Jitne Dur Hain Utne Hi Mere Pas Bhi Hain, Urdu Ghazal By Faiz Ul Hasan Khayal

Wo Jitne Dur Hain Utne Hi Mere Pas Bhi Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faiz Ul Hasan Khayal. Wo Jitne Dur Hain Utne Hi Mere Pas Bhi Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Jitne Dur Hain Utne Hi Mere Pas Bhi Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ جتنے دور ہیں اتنے ہی میرے پاس بھی ہیں

فیض الحسن خیال

وہ جتنے دور ہیں اتنے ہی میرے پاس بھی ہیں

یہ اور بات ہے خوش ہیں مگر اداس بھی ہیں

یہ دیکھنا ہے ہمیں کس کا ذوق کیسا ہے

یہاں شراب بھی ہے زہر کے گلاس بھی ہیں

انہی پہ تہمت دیوانگی لگاتے ہو

جو اتفاق سے محفل میں روشناس بھی ہیں

جو روشنی کے لبادے کو اوڑھ کر آئے

شب سیاہ کے وہ ماتمی لباس بھی ہیں

تم اپنے شہر میں امن و اماں کی بات کرو

جہاں سکوں ہے وہاں لوگ بد حواس بھی ہیں

غزل کے ساز ہیں فیض الحسن خیالؔ جہاں

وہاں پہ آہ بہ لب بھی ہیں محو یاس بھی ہیں

فیض الحسن خیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Jitne Dur Hain Utne Hi Mere Pas Bhi Hain

Faiz Ul Hasan Khayal

wo jitne dur hain utne hi mere pas bhi hain
ye aur baat hai KHush hain magar udas bhi hain

ye dekhna hai hamein kis ka zauq kaisa hai
yahan sharab bhi hai zahr ke gilas bhi hain

unhi pe tohmat-e-diwangi lagate ho
jo ittifaq se mahfil mein ru-shanas bhi hain

jo raushni ke libaade ko oDh kar aae
shab-e-siyah ke wo matami libas bhi hain

tum apne shahr mein amn-o-aman ki baat karo
jahan sukun hai wahan log bad-hawas bhi hain

ghazal ke saz hain faiz-ul-hasan-'KHayal' jahan
wahan pe aah ba-lab bhi hain mahw-e-yas bhi hain

(755) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Jitne Dur Hain Utne Hi Mere Pas Bhi Hain written by Faiz Ul Hasan Khayal at UrduPoint. Wo Jitne Dur Hain Utne Hi Mere Pas Bhi Hain is one of the masterpieces written by Faiz Ul Hasan Khayal. You can also find the complete poetry collection of Faiz Ul Hasan Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faiz Ul Hasan Khayal' above.

Wo Jitne Dur Hain Utne Hi Mere Pas Bhi Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Jitne Dur Hain Utne Hi Mere Pas Bhi Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.