Nahin Hai KHush Iztirab Mein Hai, Urdu Ghazal By Farah Shahid

Nahin Hai KHush Iztirab Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farah Shahid. Nahin Hai KHush Iztirab Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nahin Hai KHush Iztirab Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں ہے خوش اضطراب میں ہے

فرح شاہد

نہیں ہے خوش اضطراب میں ہے

مرا یہ دل بھی سراب میں ہے

میں کیسی راہوں میں کھو گئی ہوں

سبھی قصور انتخاب میں ہے

دکھوں بھری رات کٹ گئی ہے

ستارہ سحری سحاب میں ہے

وہ یوں تو لگتا ہے سب کے جیسا

مگر جدا کچھ جناب میں ہے

میں چاہے اس میں نہیں ہوں شامل

مگر وہ دل کے نصاب میں ہے

میں اس کی انکھوں میں ایسے ڈوبی

کہ ڈوبا کوئی چناب میں ہے

یہ مجھ کو محسوس ہو رہا ہے

فرحؔ پھر کوئی عتاب میں ہے

فرح شاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin Hai KHush Iztirab Mein Hai

Farah Shahid

nahin hai KHush iztirab mein hai
mera ye dil bhi sarab mein hai

main kaisi rahon mein kho gai hun
sabhi qusur intiKHab mein hai

dukhon-bhari raat kaT gai hai
sitara sahari sahab mein hai

wo yun to lagta hai sab ke jaisa
magar juda kuchh janab mein hai

main chahe is mein nahin hun shamil
magar wo dil ke nisab mein hai

main us ki ankhon mein aise Dubi
ki Duba koi chanab mein hai

ye mujh ko mahsus ho raha hai
'farah' phir koi itab mein hai

(777) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin Hai KHush Iztirab Mein Hai written by Farah Shahid at UrduPoint. Nahin Hai KHush Iztirab Mein Hai is one of the masterpieces written by Farah Shahid. You can also find the complete poetry collection of Farah Shahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farah Shahid' above.

Nahin Hai KHush Iztirab Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin Hai KHush Iztirab Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.