Apne Mazi Ki Tarah Ab Bhi DaraKHshanda Hun, Urdu Ghazal By Ghani Ahmad Ghani

Apne Mazi Ki Tarah Ab Bhi DaraKHshanda Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghani Ahmad Ghani. Apne Mazi Ki Tarah Ab Bhi DaraKHshanda Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Mazi Ki Tarah Ab Bhi DaraKHshanda Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے ماضی کی طرح اب بھی درخشندہ ہوں

غنی احمد غنی

اپنے ماضی کی طرح اب بھی درخشندہ ہوں

نازش حال ہوں صورت گر آئندہ ہوں

مار ہی ڈالا تھا افکار جہاں نے مجھ کو

یہ مری زندہ دلی ہے کہ ابھی زندہ ہوں

تو پشیماں ہے ادھر اپنی ستم کوشی پر

میں ادھر شکوۂ بیداد پہ شرمندہ ہوں

سارے عالم میں ہے مینارۂ نور اپنا وجود

میں اندھیروں میں اجالوں کا نمائندہ ہوں

نذر آلام سہی خاک بر اندام سہی

میں ستاروں کی طرح پھر بھی درخشندہ ہوں

مایۂ ناز ہے مجھ کو یہ توانائیٔ فکر

ہے یہی بات کہ میں زندہ و پائندہ ہوں

یہی نسبت ہے بہت میرے تعارف کے لئے

میں ترا چاہنے والا ترا جوئندہ ہوں

اپنے ہی شہر میں کھولی تھی فضاؔ نے آنکھیں

فخر ہے مجھ کو اسی شہر کا باشندہ ہوں

عمر ساری مری خطرات میں گزری ہے غنیؔ

آج بھی میں انہیں حالات میں ہوں زندہ ہوں

غنی احمد غنی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Mazi Ki Tarah Ab Bhi DaraKHshanda Hun

Ghani Ahmad Ghani

apne mazi ki tarah ab bhi daraKHshanda hun
nazish-e-haal hun surat-gar-e-ainda hun

mar hi Dala tha afkar-e-jahan ne mujh ko
ye meri zinda-dili hai ki abhi zinda hun

tu pasheman hai udhar apni sitam-koshi par
main idhar shikwa-e-bedad pe sharminda hun

sare aalam mein hai minara-e-nur apna wajud
main andheron mein ujalon ka numainda hun

nazr-e-alam sahi KHak-bar-andam sahi
main sitaron ki tarah phir bhi daraKHshanda hun

maya-e-naz hai mujh ko ye tawanai-e-fikr
hai yahi baat ki main zinda-o-painda hun

yahi nisbat hai bahut mere taaruf ke liye
main tera chahne wala tera joinda hun

apne hi shahr mein kholi thi 'faza' ne aankhen
faKHr hai mujh ko usi shahr ka bashinda hun

umr sari meri KHatraat mein guzri hai 'ghani'
aaj bhi main unhin haalat mein hun zinda hun

(354) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Mazi Ki Tarah Ab Bhi DaraKHshanda Hun written by Ghani Ahmad Ghani at UrduPoint. Apne Mazi Ki Tarah Ab Bhi DaraKHshanda Hun is one of the masterpieces written by Ghani Ahmad Ghani. You can also find the complete poetry collection of Ghani Ahmad Ghani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghani Ahmad Ghani' above.

Apne Mazi Ki Tarah Ab Bhi DaraKHshanda Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Mazi Ki Tarah Ab Bhi DaraKHshanda Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.