Aaina Ki Be-riya Tasrih Le Kar Kya Karen, Urdu Ghazal By Jameeluddin Qadri

Aaina Ki Be-riya Tasrih Le Kar Kya Karen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameeluddin Qadri. Aaina Ki Be-riya Tasrih Le Kar Kya Karen comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaina Ki Be-riya Tasrih Le Kar Kya Karen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آئینہ کی بے ریا تصریح لے کر کیا کریں

جمیل الدین قادری

آئینہ کی بے ریا تصریح لے کر کیا کریں

آپ اپنے دور کی تلمیح لے کر کیا کریں

باہری دنیا کو دانوں میں پھرانا خوب ہے

منبر و محراب میں تسبیح لے کر کیا کریں

کو بہ کو کھلتے نہیں نکھری ہوئی غزلوں کے باغ

امتزاج فرصت تفریح لے کر کیا کریں

اس منافق دور نے جینا ہمیں سکھلا دیا

اب ضمیر خفتہ کی توضیح لے کر کیا کریں

عالم حیرت میں گویا ہیں جمیل الدینؔ آپ

آپ کے اشعار کی تشریح لے کر کیا کریں

جمیل الدین قادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaina Ki Be-riya Tasrih Le Kar Kya Karen

Jameeluddin Qadri

aaina ki be-riya tasrih le kar kya karen
aap apne daur ki talmih le kar kya karen

bahari duniya ko danon mein phirana KHub hai
mimbar-o-mehrab mein tasbih le kar kya karen

ku-ba-ku khulte nahin nikhri hui ghazlon ke bagh
imtizaj-e-fursat-e-tafrih le kar kya karen

is munafiq daur ne jina hamein sikhla diya
ab zamir-e-KHufta ki tauzih le kar kya karen

aalam-e-hairat mein goya hain 'jamiluddin' aap
aap ke ashaar ki tashrih le kar kya karen

(504) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaina Ki Be-riya Tasrih Le Kar Kya Karen written by Jameeluddin Qadri at UrduPoint. Aaina Ki Be-riya Tasrih Le Kar Kya Karen is one of the masterpieces written by Jameeluddin Qadri. You can also find the complete poetry collection of Jameeluddin Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameeluddin Qadri' above.

Aaina Ki Be-riya Tasrih Le Kar Kya Karen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaina Ki Be-riya Tasrih Le Kar Kya Karen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.