Lafzon Ki Taswir Banati Dil Mein Qaid Hui, Urdu Ghazal By Jayant Parmar

Lafzon Ki Taswir Banati Dil Mein Qaid Hui is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jayant Parmar. Lafzon Ki Taswir Banati Dil Mein Qaid Hui comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lafzon Ki Taswir Banati Dil Mein Qaid Hui on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظوں کی تصویر بناتی دل میں قید ہوئی

جینت پرمار

لفظوں کی تصویر بناتی دل میں قید ہوئی

ایک سمے وہ اچھی لڑکی دل میں قید ہوئی

کورے کاغذ پر کھینچی تھی میں نے اک تصویر

جنگل جنگل اڑتی تتلی دل میں قید ہوئی

اس کے بعد وہی تصویریں سب کو دکھاتا ہوں

خوابوں کی وہ دنیا ساری دل میں قید ہوئی

دل کو دکھاتی ہے پھر بھی کیوں اچھی لگتی ہے

یادوں کی یہ شام سہانی دل میں قید ہوئی

کون سا تارا اس کا گھر ہے سوچ رہا تھا میں

رات پری آنگن میں اتری دل میں قید ہوئی

آوارہ بادل تھے ہم بھی کیا کرتے آخر

ایک کرن گھر میں لے آئی دل میں قید ہوئی

جینت پرمار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafzon Ki Taswir Banati Dil Mein Qaid Hui

Jayant Parmar

lafzon ki taswir banati dil mein qaid hui
ek samay wo achchhi laDki dil mein qaid hui

kore kaghaz par khenchi thi main ne ek taswir
jangal jangal uDti titli dil mein qaid hui

us ke baad wahi taswiren sab ko dikhata hun
KHwabon ki wo duniya sari dil mein qaid hui

dil ko dukhati hai phir bhi kyun achchhi lagti hai
yaadon ki ye sham suhani dil mein qaid hui

kaun sa tara us ka ghar hai soch raha tha main
raat pari aangan mein utri dil mein qaid hui

aawara baadal the hum bhi kya karte aaKHir
ek kiran ghar mein le aai dil mein qaid hui

(551) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafzon Ki Taswir Banati Dil Mein Qaid Hui written by Jayant Parmar at UrduPoint. Lafzon Ki Taswir Banati Dil Mein Qaid Hui is one of the masterpieces written by Jayant Parmar. You can also find the complete poetry collection of Jayant Parmar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jayant Parmar' above.

Lafzon Ki Taswir Banati Dil Mein Qaid Hui is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lafzon Ki Taswir Banati Dil Mein Qaid Hui, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.