Haqiqat Hai Ise Manen Na Manen GhaTti BaDhti Hain, Urdu Ghazal By Kaleem Haider Sharar

Haqiqat Hai Ise Manen Na Manen GhaTti BaDhti Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaleem Haider Sharar. Haqiqat Hai Ise Manen Na Manen GhaTti BaDhti Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haqiqat Hai Ise Manen Na Manen GhaTti BaDhti Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حقیقت ہے اسے مانیں نہ مانیں گھٹتی بڑھتی ہیں

کلیم حیدر شرر

حقیقت ہے اسے مانیں نہ مانیں گھٹتی بڑھتی ہیں

وہ جھوٹی ہوں کہ سچی داستانیں گھٹتی بڑھتی ہیں

کسی پہلو سے کوئی تیر آ کر چاٹ جائے گا

ہزاروں زاویے ہیں اور کمانیں گھٹتی بڑھتی ہیں

فلک گیری کی خواہش بال و پر کو راکھ کر دے گی

ہوس رانو پرندوں کی اڑانیں گھٹتی بڑھتی ہیں

شکم سیری نے دسترخوان بچھوائے ہیں لوگوں سے

مذاق ذائقہ سمجھو زبانیں گھٹتی بڑھتی ہیں

بلندی اور پستی کا کوئی معیار طے کر لو

زمیں تنگ ہو رہی ہے اور چٹانیں گھٹتی بڑھتی ہیں

میں ان چاندی کے بازاروں پہ اپنے دانت کیا گاڑوں

چمکتی پھیکی پڑتی سب دوکانیں گھٹتی بڑھتی ہیں

شررؔ میں ایسی مٹی پر اساس فن نہیں رکھتا

رسانوں کا بھروسہ کیا رسانیں گھٹتی بڑھتی ہیں

کلیم حیدر شرر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haqiqat Hai Ise Manen Na Manen GhaTti BaDhti Hain

Kaleem Haider Sharar

haqiqat hai ise manen na manen ghaTti baDhti hain
wo jhuTi hon ki sachchi dastanen ghaTti baDhti hain

kisi pahlu se koi tir aa kar chaT jaega
hazaron zawiye hain aur kamanen ghaTti baDhti hain

falak-giri ki KHwahish baal-o-par ko rakh kar degi
hawas-rano parindon ki uDanen ghaTti baDhti hain

shikam-seri ne dastar-KHwan bichhwae hain logon se
mazaq-e-zaiqa samho zabanen ghaTti baDhti hain

bulandi aur pasti ka koi mear tai kar lo
zamin tang ho rahi hai aur chaTanen ghaTti baDhti hain

main in chandi ke bazaron pe apne dant kya gaDun
chamakti phiki paDti sab dokanen ghaTti baDhti hain

'sharar' main aisi miTTi par asas-e-fan nahin rakhta
rasanon ka bharosa kya rasanen ghaTti baDhti hain

(586) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haqiqat Hai Ise Manen Na Manen GhaTti BaDhti Hain written by Kaleem Haider Sharar at UrduPoint. Haqiqat Hai Ise Manen Na Manen GhaTti BaDhti Hain is one of the masterpieces written by Kaleem Haider Sharar. You can also find the complete poetry collection of Kaleem Haider Sharar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaleem Haider Sharar' above.

Haqiqat Hai Ise Manen Na Manen GhaTti BaDhti Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haqiqat Hai Ise Manen Na Manen GhaTti BaDhti Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.