Kuchh Bujhi Bujhi Si Hai Anjuman Na Jaane Kyun, Urdu Ghazal By Kanval Dibaivi

Kuchh Bujhi Bujhi Si Hai Anjuman Na Jaane Kyun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kanval Dibaivi. Kuchh Bujhi Bujhi Si Hai Anjuman Na Jaane Kyun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Bujhi Bujhi Si Hai Anjuman Na Jaane Kyun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ بجھی بجھی سی ہے انجمن نہ جانے کیوں

کنولؔ ڈبائیوی

کچھ بجھی بجھی سی ہے انجمن نہ جانے کیوں

زندگی میں پنہاں ہے اک چبھن نہ جانے کیوں

اور بھی بہت سے ہیں لوٹنے کو دنیا میں

بن گئے ہیں رہبر ہی راہ زن نہ جانے کیوں

ان کی فکر اعلیٰ پر لوگ سر کو دھنتے تھے

آج وہ پریشاں ہیں اہل فن نہ جانے کیوں

جس چمن میں صدیوں سے تھا بہار کا قبضہ

اس میں ہے خزاؤں کا اب چلن نہ جانے کیوں

جن گلوں سے کانٹے خود دور بچ کے رہتے تھے

چاک چاک ہیں ان کے پیرہن نہ جانے کیوں

غیر کچھ تو کرتے ہیں پاس اور لحاظ اپنا

اور دوست ہوتے ہیں خندہ زن نہ جانے کیوں

غنچے غنچے کے تیور گلستاں میں بدلے ہیں

ہم چمن میں رہ کر ہیں بے چمن نہ جانے کیوں

جن کو اپنا سمجھے تھے کرتے ہیں کنولؔ ہم سے

دوستی کے پردے میں مکر و فن نہ جانے کیوں

کنولؔ ڈبائیوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Bujhi Bujhi Si Hai Anjuman Na Jaane Kyun

Kanval Dibaivi

kuchh bujhi bujhi si hai anjuman na jaane kyun
zindagi mein pinhan hai ek chubhan na jaane kyun

aur bhi bahut se hain luTne ko duniya mein
ban gae hain rahbar hi rah zan na jaane kyun

un ki fikr-e-ala par log sar ko dhunte the
aaj wo pareshan hain ahl-e-fan na jaane kyun

jis chaman mein sadiyon se tha bahaar ka qabza
us mein hai KHizaon ka ab chalan na jaane kyun

jin gulon se kanTe KHud dur bach ke rahte the
chaak chaak hain un ke pairahan na jaane kyun

ghair kuchh to karte hain pas aur lihaz apna
aur dost hote hain KHanda-zan na jaane kyun

ghunche ghunche ke tewar gulsitan mein badle hain
hum chaman mein rah kar hain be-chaman na jaane kyun

jin ko apna samjhe the karte hain 'kanwal' hum se
dosti ke parde mein makr o fan na jaane kyun

(583) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Bujhi Bujhi Si Hai Anjuman Na Jaane Kyun written by Kanval Dibaivi at UrduPoint. Kuchh Bujhi Bujhi Si Hai Anjuman Na Jaane Kyun is one of the masterpieces written by Kanval Dibaivi. You can also find the complete poetry collection of Kanval Dibaivi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kanval Dibaivi' above.

Kuchh Bujhi Bujhi Si Hai Anjuman Na Jaane Kyun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Bujhi Bujhi Si Hai Anjuman Na Jaane Kyun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.