Be-rahm Dil Ki Himaqaton Ke Asir Hain, Urdu Ghazal By Khaleel Husain Balooch

Be-rahm Dil Ki Himaqaton Ke Asir Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleel Husain Balooch. Be-rahm Dil Ki Himaqaton Ke Asir Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-rahm Dil Ki Himaqaton Ke Asir Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے رحم دل کی حماقتوں کے اسیر ہیں

خلیل حسین بلوچ

بے رحم دل کی حماقتوں کے اسیر ہیں

تبھی سرنگوں ہیں ندامتوں کے اسیر ہیں

شب وصل عشق کی چاندنی کا غرور تھے

وہی لوگ ہجر کی وحشتوں کے اسیر ہیں

ہوئے سر بکف ہیں جو آندھیوں کی اڑان پر

یہ چراغ عشق کی حرمتوں کے اسیر ہیں

جنہیں اپنی قوت ضبط پہ کبھی ناز تھا

وہی اشک درد کی شدتوں کے اسیر ہیں

کوئی عشق تھا جو کسی کے جانے سے مر گیا

کوئی زخم ہجر کی عدتوں کے اسیر ہیں

جنہیں اے خدا تری آیتوں سے ہی بغض ہے

وہی بحر و بر کی نجاستوں کے اسیر ہیں

کہاں وہ زمیں کو سنا سکے ہیں ندائے دل

مرے لفظ عرش کی وسعتوں کے اسیر ہیں

جنہیں دان کر کے چلے گئے ہو عذاب جاں

وہ انا پرست سے عبرتوں کے اسیر ہیں

ہمی شعر لکھتے ہیں تیر و نیزہ کی نوک پر

ہمی سرپھرے ہیں بغاوتوں کے اسیر ہیں

کبھی تم نیا کوئی زخم دو کہ سنا سکوں

ابھی شعر غم کی سماعتوں کے اسیر ہیں

وہ خدا پرست خلیلؔ جو سر دار ہیں

ہم انہی کے قرب کی لذتوں کے اسیر ہیں

خلیل حسین بلوچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-rahm Dil Ki Himaqaton Ke Asir Hain

Khaleel Husain Balooch

be-rahm dil ki himaqaton ke asir hain
tabhi sar-nigun hain nadamaton ke asir hain

shab-e-wasl ishq ki chandni ka ghurur the
wahi log hijr ki wahshaton ke asir hain

hue sar ba-kaf hain jo aandhiyon ki uDan par
ye charagh ishq ki hurmaton ke asir hain

jinhen apni quwwat-e-zabt pe kabhi naz tha
wahi ashk dard ki shiddaton ke asir hain

koi ishq tha jo kisi ke jaane se mar gaya
koi zaKHm hijr ki iddaton ke asir hain

jinhen ai KHuda teri aayaton se hi bughz hai
wahi bahr-o-bar ki najasaton ke asir hain

kahan wo zamin ko suna sake hain nida-e-dil
mere lafz arsh ki wusaton ke asir hain

jinhen dan kar ke chale gae ho azab-e-jaan
wo ana-parast se ibraton ke asir hain

hami sher likhte hain tir-o-neza ki nok par
hami sar-phire hain baghawaton ke asir hain

kabhi tum naya koi zaKHm do ki suna sakun
abhi sher gham ki samaaton ke asir hain

wo KHuda-parast 'KHalil' jo sar-e-dar hain
hum unhi ke qurb ki lazzaton ke asir hain

(616) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-rahm Dil Ki Himaqaton Ke Asir Hain written by Khaleel Husain Balooch at UrduPoint. Be-rahm Dil Ki Himaqaton Ke Asir Hain is one of the masterpieces written by Khaleel Husain Balooch. You can also find the complete poetry collection of Khaleel Husain Balooch by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleel Husain Balooch' above.

Be-rahm Dil Ki Himaqaton Ke Asir Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-rahm Dil Ki Himaqaton Ke Asir Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.