Tujhe Pa Kar Bhi Jab Koi Kami Mahsus Hoti Hai, Urdu Ghazal By Khalid Mahmood Zaki

Tujhe Pa Kar Bhi Jab Koi Kami Mahsus Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Mahmood Zaki. Tujhe Pa Kar Bhi Jab Koi Kami Mahsus Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tujhe Pa Kar Bhi Jab Koi Kami Mahsus Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تجھے پا کر بھی جب کوئی کمی محسوس ہوتی ہے

خالد محمود ذکی

تجھے پا کر بھی جب کوئی کمی محسوس ہوتی ہے

تو پھر یہ سانس بھی رکتی ہوئی محسوس ہوتی ہے

جو کہنا ہی نہیں اس کا اشارہ کیوں دیا جائے

کہ ایسی بات تو کچھ اور بھی محسوس ہوتی ہے

عدیم الفرصتی شدت سے اس کا یاد آ جانا

غنیمت ہے اگر یہ تشنگی محسوس ہوتی ہے

پلٹ کر آ گئے ہو تم تو کیوں آئے نہیں لگتے

تمہاری آنکھ میں کیوں گرد سی محسوس ہوتی ہے

وگرنہ بوجھ ہے جس کو لئے پھرنا ہے کاندھے پر

کریں محسوس تو یہ زندگی محسوس ہوتی ہے

شجر وہ بھی جسے سینچا ہو اپنا خون دے دے کر

کبھی اس کی بھی چھاؤں اجنبی محسوس ہوتی ہے

یہ میرے خواب ہیں جو سایہ کرتے ہیں مرے سر پر

مجھے اس دوپہر میں چھاؤں سی محسوس ہوتی ہے

کسی کی گفتگو کے درمیاں اکثر نہ جانے کیوں

کہیں گہری سی کوئی خامشی محسوس ہوتی ہے

زمیں تیری طرح میں بھی سفر میں ہوں کہ جیسے تو

کبھی ٹھہری نہیں ٹھہری ہوئی محسوس ہوتی ہے

خالد محمود ذکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tujhe Pa Kar Bhi Jab Koi Kami Mahsus Hoti Hai

Khalid Mahmood Zaki

tujhe pa kar bhi jab koi kami mahsus hoti hai
to phir ye sans bhi rukti hui mahsus hoti hai

jo kahna hi nahin us ka ishaara kyun diya jae
ki aisi baat to kuchh aur bhi mahsus hoti hai

adim-ul-fursati shiddat se us ka yaad aa jaana
ghanimat hai agar ye tishnagi mahsus hoti hai

palaT kar aa gae ho tum to kyun aae nahin lagte
tumhaari aankh mein kyun gard si mahsus hoti hai

wagarna bojh hai jis ko liye phirna hai kandhe par
karen mahsus to ye zindagi mahsus hoti hai

shajar wo bhi jise sincha ho apna KHun de de kar
kabhi us ki bhi chhanw ajnabi mahsus hoti hai

ye mere KHwab hain jo saya karte hain mere sar par
mujhe is dopahar mein chhanw si mahsus hoti hai

kisi ki guftugu ke darmiyan aksar na jaane kyun
kahin gahri si koi KHamushi mahsus hoti hai

zamin teri tarah main bhi safar mein hun ki jaise tu
kabhi Thahri nahin Thahri hui mahsus hoti hai

(405) ووٹ وصول ہوئے

You can read Tujhe Pa Kar Bhi Jab Koi Kami Mahsus Hoti Hai written by Khalid Mahmood Zaki at UrduPoint. Tujhe Pa Kar Bhi Jab Koi Kami Mahsus Hoti Hai is one of the masterpieces written by Khalid Mahmood Zaki. You can also find the complete poetry collection of Khalid Mahmood Zaki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Mahmood Zaki' above.

Tujhe Pa Kar Bhi Jab Koi Kami Mahsus Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tujhe Pa Kar Bhi Jab Koi Kami Mahsus Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.