Kabhi Zamin Kabhi Aasman Mein Tairta Hun, Urdu Ghazal By Khawar Naqvi

Kabhi Zamin Kabhi Aasman Mein Tairta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khawar Naqvi. Kabhi Zamin Kabhi Aasman Mein Tairta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Zamin Kabhi Aasman Mein Tairta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی زمین کبھی آسماں میں تیرتا ہوں

خاور نقوی

کبھی زمین کبھی آسماں میں تیرتا ہوں

طلسم نور کے اک اک نشاں میں تیرتا ہوں

برنگ ساز کبھی بربطوں سے پھوٹتا ہوں

کبھی بہ شکل صدا ارمغاں میں تیرتا ہوں

کبھی میں ڈھلتا ہوں کاغذ پہ نقش کی صورت

میں لفظ بن کے کسی کی زباں میں تیرتا ہوں

کبھی کبھی تو مجھے بھی خبر نہیں ہوتی

کہ کس مقام پہ کس کس جہاں میں تیرتا ہوں

مرے سفر میں کوئی اجنبی سا رہتا ہے

محیط شعر کے جب امتحاں میں تیرتا ہوں

خاور نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Zamin Kabhi Aasman Mein Tairta Hun

Khawar Naqvi

kabhi zamin kabhi aasman mein tairta hun
tilism-e-nur ke ek ek nishan mein tairta hun

ba-rang-e-saz kabhi barbaton se phuTta hun
kabhi ba-shakl-e-sada armughan mein tairta hun

kabhi main Dhalta hun kaghaz pe naqsh ki surat
main lafz ban ke kisi ki zaban mein tairta hun

kabhi kabhi to mujhe bhi KHabar nahin hoti
ki kis maqam pe kis kis jahan mein tairta hun

mere safar mein koi ajnabi sa rahta hai
muhit sher ke jab imtihan mein tairta hun

(654) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kabhi Zamin Kabhi Aasman Mein Tairta Hun written by Khawar Naqvi at UrduPoint. Kabhi Zamin Kabhi Aasman Mein Tairta Hun is one of the masterpieces written by Khawar Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Khawar Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khawar Naqvi' above.

Kabhi Zamin Kabhi Aasman Mein Tairta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Zamin Kabhi Aasman Mein Tairta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.