Rah-e-hayat Mein Wo Bhi Maqam Aaega, Urdu Ghazal By Laxmi Narayan Farigh

Rah-e-hayat Mein Wo Bhi Maqam Aaega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Laxmi Narayan Farigh. Rah-e-hayat Mein Wo Bhi Maqam Aaega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rah-e-hayat Mein Wo Bhi Maqam Aaega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہ حیات میں وہ بھی مقام آئے گا

لکشمی نارائن فارغ

رہ حیات میں وہ بھی مقام آئے گا

یگانہ کام نہ بیگانہ کام آئے گا

سرور بادۂ رنج و غم حیات کبھی

نہ کام آیا کسی کے نہ کام آئے گا

ہماری زندگیٔ مختصر کا سرمایہ

ہمارے بعد زمانے کے کام آئے گا

بدل چکی ہے فضا اب نظام عالم کی

نہ کام دانہ کسی کے نہ دام آئے گا

یقیں ہے تشنہ لبوں کو کہ ان کی محفل میں

وہ جب بھی آئے گا بادہ بہ جام آئے گا

وہ جس کی یاد ستاتی ہے رات دن فارغؔ

نہ قبل صبح نہ وہ بعد شام آئے گا

لکشمی نارائن فارغ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rah-e-hayat Mein Wo Bhi Maqam Aaega

Laxmi Narayan Farigh

rah-e-hayat mein wo bhi maqam aaega
yagana kaam na begana kaam aaega

surur-e-baada-e-ranj-o-gham-e-hayat kabhi
na kaam aaya kisi ke na kaam aaega

hamari zindagi-e-muKHtasar ka sarmaya
hamare baad zamane ke kaam aaega

badal chuki hai faza ab nizam-e-alam ki
na kaam dana kisi ke na dam aaega

yaqin hai tishna-labon ko ki un ki mahfil mein
wo jab bhi aaega baada-ba-jam aaega

wo jis ki yaad satati hai raat-din 'farigh'
na qabl-e-subh na wo baad-e-sham aaega

(584) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rah-e-hayat Mein Wo Bhi Maqam Aaega written by Laxmi Narayan Farigh at UrduPoint. Rah-e-hayat Mein Wo Bhi Maqam Aaega is one of the masterpieces written by Laxmi Narayan Farigh. You can also find the complete poetry collection of Laxmi Narayan Farigh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Laxmi Narayan Farigh' above.

Rah-e-hayat Mein Wo Bhi Maqam Aaega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rah-e-hayat Mein Wo Bhi Maqam Aaega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.