Halqa-e-eatibar Mein Kab The, Urdu Ghazal By Majaz Jaipuri

Halqa-e-eatibar Mein Kab The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Majaz Jaipuri. Halqa-e-eatibar Mein Kab The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Halqa-e-eatibar Mein Kab The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حلقۂ اعتبار میں کب تھے

مجاز جے پوری

حلقۂ اعتبار میں کب تھے

ہم کسی کے شمار میں کب تھے

غازۂ پر فریب کیا کرتا

آئنے اختیار میں کب تھے

سامنا اور ہم فقیروں کا

حوصلے شہریار میں کب تھے

جشن رخصت ہے شہر میں جن کا

وہ امان حصار میں کب تھے

دستکیں نا مراد ہی لوٹیں

وہ مرے انتظار میں کب تھے

بولتی کیوں نہیں یہ زنجیریں

یہ قدم کوئے یار میں کب تھے

ہم سے شاعر مجازؔ پہلے بھی

سر نوشت دیار میں کب تھے

مجاز جے پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Halqa-e-eatibar Mein Kab The

Majaz Jaipuri

halqa-e-eatibar mein kab the
hum kisi ke shumar mein kab the

ghaza-pur-fareb kya karta
aaine iKHtiyar mein kab the

samna aur hum faqiron ka
hausle shahryar mein kab the

jashn-e-ruKHsat hai shahr mein jin ka
wo aman-e-hisar mein kab the

dastaken na-murad hi lauTin
wo mere intizar mein kab the

bolti kyon nahin ye zanjiren
ye qadam ku-e-yar mein kab the

hum se shair 'majaz' pahle bhi
sarnawisht-e-dayar mein kab the

(601) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Halqa-e-eatibar Mein Kab The written by Majaz Jaipuri at UrduPoint. Halqa-e-eatibar Mein Kab The is one of the masterpieces written by Majaz Jaipuri. You can also find the complete poetry collection of Majaz Jaipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Majaz Jaipuri' above.

Halqa-e-eatibar Mein Kab The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Halqa-e-eatibar Mein Kab The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.