Tishna-labi Ne Jab Bhi Zauq-e-amal Diya Hai, Urdu Ghazal By Malikzaada Manzoor Ahmad

Tishna-labi Ne Jab Bhi Zauq-e-amal Diya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Malikzaada Manzoor Ahmad. Tishna-labi Ne Jab Bhi Zauq-e-amal Diya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tishna-labi Ne Jab Bhi Zauq-e-amal Diya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تشنہ لبی نے جب بھی ذوق عمل دیا ہے

ملک زادہ منظور احمد

تشنہ لبی نے جب بھی ذوق عمل دیا ہے

رندوں نے میکدے کا ساقی بدل دیا ہے

دنیا ہے اس کی شاہد اس شہر بے اماں نے

جس میں انا سمائی وہ سر کچل دیا ہے

کھلتے رہے ہیں جو گل باد خزاں کی شہ پر

دست صبا نے بڑھ کر ان کو مسل دیا ہے

سب نے سنی ہے جس میں عصر رواں کی دھڑکن

منظورؔ ہم نے ایسا ساز غزل دیا ہے

ملک زادہ منظور احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tishna-labi Ne Jab Bhi Zauq-e-amal Diya Hai

Malikzaada Manzoor Ahmad

tishna-labi ne jab bhi zauq-e-amal diya hai
rindon ne mai-kade ka saqi badal diya hai

duniya hai is ki shahid is shahr-e-be-aman ne
jis mein ana samai wo sar kuchal diya hai

khilte rahe hain jo gul baad-e-KHizan ki shah par
dast-e-saba ne baDh kar un ko masal diya hai

sab ne suni hai jis mein asr-e-rawan ki dhaDkan
'manzur' hum ne aisa saz-e-ghazal diya hai

(549) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tishna-labi Ne Jab Bhi Zauq-e-amal Diya Hai written by Malikzaada Manzoor Ahmad at UrduPoint. Tishna-labi Ne Jab Bhi Zauq-e-amal Diya Hai is one of the masterpieces written by Malikzaada Manzoor Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Malikzaada Manzoor Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Malikzaada Manzoor Ahmad' above.

Tishna-labi Ne Jab Bhi Zauq-e-amal Diya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tishna-labi Ne Jab Bhi Zauq-e-amal Diya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.