Kuchh Bhi Ho Ye To Mere Yar Nahin Ho Sakta, Urdu Ghazal By Mansoor Usmani

Kuchh Bhi Ho Ye To Mere Yar Nahin Ho Sakta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Usmani. Kuchh Bhi Ho Ye To Mere Yar Nahin Ho Sakta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Bhi Ho Ye To Mere Yar Nahin Ho Sakta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ بھی ہو یہ تو مرے یار نہیں ہو سکتا

منصور عثمانی

کچھ بھی ہو یہ تو مرے یار نہیں ہو سکتا

میں ترا حاشیہ بردار نہیں ہو سکتا

دل سے تم جا تو رہے ہو مگر اتنا سن لو

یہ دریچہ کبھی دیوار نہیں ہو سکتا

رسم اظہار محبت میں ضروری ہی سہی

یہ تماشا سر بازار نہیں ہو سکتا

وصل کی چاہ کروں ہجر میں بھی آہ بھروں

یہ مرے عشق کا معیار نہیں ہو سکتا

اپنی تعریف سنی ہے تو یہ سچ بھی سن لے

تجھ سے اچھا ترا کردار نہیں ہو سکتا

منصور عثمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Bhi Ho Ye To Mere Yar Nahin Ho Sakta

Mansoor Usmani

kuchh bhi ho ye to mere yar nahin ho sakta
main tera hashiya-bardar nahin ho sakta

dil se tum ja to rahe ho magar itna sun lo
ye daricha kabhi diwar nahin ho sakta

rasm-e-izhaar-e-mohabbat mein zaruri hi sahi
ye tamasha sar-e-bazar nahin ho sakta

wasl ki chah karun hijr mein bhi aah bharun
ye mere ishq ka mear nahin ho sakta

apni tarif suni hai to ye sach bhi sun le
tujh se achchha tera kirdar nahin ho sakta

(714) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Bhi Ho Ye To Mere Yar Nahin Ho Sakta written by Mansoor Usmani at UrduPoint. Kuchh Bhi Ho Ye To Mere Yar Nahin Ho Sakta is one of the masterpieces written by Mansoor Usmani. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Usmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Usmani' above.

Kuchh Bhi Ho Ye To Mere Yar Nahin Ho Sakta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Bhi Ho Ye To Mere Yar Nahin Ho Sakta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.