Aisa Jadu Kiya Baat Hi Baat Mein, Urdu Ghazal By Maqsood Ahmad Maqsood

Aisa Jadu Kiya Baat Hi Baat Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maqsood Ahmad Maqsood. Aisa Jadu Kiya Baat Hi Baat Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aisa Jadu Kiya Baat Hi Baat Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسا جادو کیا بات ہی بات میں

مقصود احمد مقصود

ایسا جادو کیا بات ہی بات میں

نیند آتی نہیں اب مجھے رات میں

کون شاعر ترے حسن کی آنچ کو

ڈھال پایا کبھی اپنے نغمات میں

بھینی بھینی وہ خوشبو ترے زلف کی

آ ہی جاتی ہے میرے خیالات میں

کوئی شاعر نہیں بس تجھے دیکھ کر

لہر اٹھنے لگی میرے جذبات میں

تو نہیں تو شفق میں بھی سرخی نہیں

پھول بھی ہو گئے زرد باغات میں

تیرے مقصودؔ کی ہے یہ حسرت فقط

دیکھ لے تجھ کو رخصت کے لمحات میں

مقصود احمد مقصود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aisa Jadu Kiya Baat Hi Baat Mein

Maqsood Ahmad Maqsood

aisa jadu kiya baat hi baat mein
nind aati nahin ab mujhe raat mein

kaun shair tere husn ki aanch ko
Dhaal paya kabhi apne naghmat mein

bhini bhini wo KHushbu tere zulf ki
aa hi jati hai mere KHayalat mein

koi shair nahin bas tujhe dekh kar
lahr uThne lagi mere jazbaat mein

tu nahin to shafaq mein bhi surKHi nahin
phul bhi ho gae zard baghat mein

tere 'maqsud' ki hai ye hasrat faqat
dekh le tujh ko ruKHsat ke lamhat mein

(608) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aisa Jadu Kiya Baat Hi Baat Mein written by Maqsood Ahmad Maqsood at UrduPoint. Aisa Jadu Kiya Baat Hi Baat Mein is one of the masterpieces written by Maqsood Ahmad Maqsood. You can also find the complete poetry collection of Maqsood Ahmad Maqsood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maqsood Ahmad Maqsood' above.

Aisa Jadu Kiya Baat Hi Baat Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aisa Jadu Kiya Baat Hi Baat Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.