Din Guzar Jata Hai Par Raat Se Ji Darta Hai, Urdu Ghazal By Marghoob Ali

Din Guzar Jata Hai Par Raat Se Ji Darta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Marghoob Ali. Din Guzar Jata Hai Par Raat Se Ji Darta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Din Guzar Jata Hai Par Raat Se Ji Darta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دن گزر جاتا ہے پر رات سے جی ڈرتا ہے

مرغوب علی

دن گزر جاتا ہے پر رات سے جی ڈرتا ہے

چھت شکستہ ہو تو برسات سے جی ڈرتا ہے

پھول شاخوں پہ بھی مرجھا کے بکھر جاتے ہیں

تو ہو گر ساتھ ترے ساتھ سے جی ڈرتا ہے

آبگینے میں تعلق کے نہ بال آئے کہیں

بات کرتے ہوئے ہر بات سے جی ڈرتا ہے

چاندنی راتیں نہ آئیں یہ دعا کرتا ہوں

اب تو گزرے ہوئے لمحات سے جی ڈرتا ہے

پھر تمازت ترے پہلو کی جگا دیتی ہے

نیند میں بھی تری اس گھات سے جی ڈرتا ہے

مرغوب علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Din Guzar Jata Hai Par Raat Se Ji Darta Hai

Marghoob Ali

din guzar jata hai par raat se ji Darta hai
chhat shikasta ho to barsat se ji Darta hai

phul shaKHon pe bhi murjha ke bikhar jate hain
tu ho gar sath tere sath se ji Darta hai

aabgine mein talluq ke na baal aae kahin
baat karte hue har baat se ji Darta hai

chandni raaten na aaen ye dua karta hun
ab to guzre hue lamhat se ji Darta hai

phir tamazat tere pahlu ki jaga deti hai
nind mein bhi teri is ghat se ji Darta hai

(1028) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Din Guzar Jata Hai Par Raat Se Ji Darta Hai written by Marghoob Ali at UrduPoint. Din Guzar Jata Hai Par Raat Se Ji Darta Hai is one of the masterpieces written by Marghoob Ali. You can also find the complete poetry collection of Marghoob Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Marghoob Ali' above.

Din Guzar Jata Hai Par Raat Se Ji Darta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Din Guzar Jata Hai Par Raat Se Ji Darta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.